Site icon YT Editing Zone

Birthday green screen template with tutorial editing in kinemaster #311

Hello guys wellcome my artical post, Dosto aaj ke is article Mein apko bataunga ki aap birthday video editing kinemaster apk se kese bana sakte ho, Dosto apko is article Mein step by step video create karna sikhaunga, muje umid hai ki aap is article ko read kar lene ke baad ache se birthday video kinemaster apk se bana sakte ho.to dosto is article se hum sikhe ge ki kis tarh bilkul asan se birthday video kinemaster se banaye.to dosto sabse phale to apke pass kinemaster apk honi chaiye agar apke pass kinemaster apk nahi hai to aap play store se download kar lijiyega or aap hame instagram account par bhi message kar sakte ho Mein apko kinemaster link provide karwa dunga.

How to edit birthday video in kinemaster

Thik hai to dosto apko kinemaster ko sabse phale open kar lena hai, kinenaster ko open kar lene ke baad apko1:1ka ration select kar lena hai.ratio select kar lene ke baad apko media ke option par click kar lena hai, ok fir apko kam se kam 5,7image to add kar hi leni hai, ok sabi image add hone ke Baad apko image adjust kar leni hai, ok fir apko image bich jo box hai, ya fir +ka jo mamark hai us par click kar zoom out transition effect add kar lene hai, sabi Mein effect add hone ke Baad is video ko apko 720p,1080pmein export kar hoga.

Ok fir apko plus ke icon par click karke 16:9 ka ratio select kar lena hai, uske baad apko media ke option par click karna hai, thik hai ab apko ek image ko background ke liye add karni hai image add karke full screen adjust kar le, thik hai ab apko blur effect add kar lena hai, image par blur effect add kar blur ko full screen kar lena hai. Ok ab apko blur setting ko 4 tak kar lena hai.

Use green screen birthday template

Friends itna hone ke Baad apko layer par click karna hai, layer par click kar ne ke baad apko media par click kr lena hai media se apko birthday green screen template ko add karna hai template add kar full screen kar lena hai, thi hai ab apko croma key enable karne hai lekin phale apko croma key option se key colour ko chane karna hai, colour apko blue select karna hai, ok ab apko video ko export kar lena hai.

Video export ho jane ke baad apko, fir se 16:9 ratio select kar ke background Mein black background add kar lena hai, fir apko layer par click kar template wale export video ko add karna hai, ab apko croma key green screen enable kar lena hai, fir apko layer ke option par click kar ke media Mein jakar ke jo image add karke Humne first video ready kiya usko add kar lenge.

thik hai export video add kar ke hame is video ko send to back kar frame Mein ache se adjust kar lena hai, thik hai iske baad apko isi frame Mein Jo video add kiya tha usko duplicate kar ke upar jo circle frame Mein Ismein video ko add karna hai.

Frame Mein add karne ke liye apko video ko crop ke option Mein jakar ke circle kar lena hai, fir apko is video ko adjust kar ke ache se frame Mein fit kar lena hai, ok ab extra part hai usko trim kar lijiye, ek baar video ko play kar apko dekh lena hai video edit Mein Koi problem to nahi hai, thik fir apko video ko check kar lene ke baad apko isko 1080p,720p kisi Mein Bhi export kar lena hai.

video export hone ke Baad apka birthday video project ready ho jayega, I hope mene jo is article Mein bataya wo apka samajhne Mein use full rha hoga,to dosto h apko isi tarh ke new editing article provide karate rahenge sath aapko useful editing ke liye template bhi provide karate rahenge dosto ye hamari first article hai, ye hamari website par fist post hai, Dosto hum apko harlmari website par quality content provide karwayenge, Dosto agar apko kisi tarh ka sawal jwab chaiye to aap direct hame hamare social media par direct message kar sakte ho aap he hamare email se bhi contact kar skate ho apko jarur replay diya jayega,friends apko hamari website par kis tarh ke post chaiye aap hame comment kar jarur bataye hum apke jarurat ke anusar apni website par article post karenge, apko kis tarh ke content chaiye aap jarur batayega,friends next article post apko jaldi hamari website par milega, to dosto aap hamari website par visit karte rahiye new update ke liye,friends thanks apko hamari website par visit kar ne ke liye, birthday video editing green screen, birthday video editing kinemaster se easy tarike se sikhe, birthday osm blackscreen video editing in kinemaster,birthday superb birthday editing video, birthday green screen chorma key background, Birthday background banner, Birthday song new editing, free to use green screen birthday video, birthday editing tutorial by kinemaster, kinemaster se khud ki photo ke sath video banaye bilkul easy tarike,birthday video edit kare only 5 Minute Mein, Dosto apko mene apne is artical Mein bhut easy tarike se sikhane ki puri kosis ki hai, mene step by step apko sikhane ki kosis ki hai ki aap kis tarh se kinemaster apk se birthday editing video with own photo se create kar sakte hai,hum apne website par apke jarurat anusar article content provide karwate range, Dosto hum ache se ache content article apne website par update karte rahenge apko hamari website par jarur visit karna hai, Dosto apko hamari website par kinemaster ko kese use karna hai, photo editing kese karte hai, picsart photo kese edit karte hai, alight motion apk ko kese use karte hai, power director se kis tarh video editing karni hai, kinenaster se video kese banaye jate hai, Aveeplayer apko use kese karte hai Usmein template kese banaye dosto apko sabi tarh ki editing hamare channel par sikhe ko milegi to bas dosto aaj kie is article Mein itna hi next article Mein apko new editing sikhane ke liye article lekar aaunga, apko hamare article post par aane ke liye apka thanks.

Thanks for reading this article post

Birthday template ke liye click kare👇

Template link

Exit mobile version