Trending love video editing in kinemaster

Hello dosto wellcome new article post.dosto aaj fir se ek or new article lekar aaya hu is article Mein apko bataunga ki aap kese kinemaster apk se trending love video editing kar sakte ho,Dosto agar aap birthday video, love video edit karna chate ho to apko hamare article post mil jayenge aap check kar sakte ho.

Dosto hamne birthday, love video par article likhe hai aap ek baar usko check kar lijiyega sath hi apko un article Mein template link bhi provide karwa diya aap wha se download kar sakte ho.

Dosto apko is tarh ka trending love video edit karne ke liye is article ko pura read karna hoga. Friends aap is article post ko suru se lekar ke end tak pura ache se read kare Mein apko step by step ache se samjhane ki puri kosis karunga ok friends agar aap hare bataye gye step ko edit ke liye ache se Follow karte ho to apko video ko edit karne Mein kisi bhi tarh ki problem nahi aane wali hai.

Friends apko is tarh ka video ko edit karne ke liye apko kinemaster apk ki jarurat padegi agar aapke pass ye apk nahi hai to aap isko play store se phale download kar lijiye agar apko full unlock features ke sath apk chaiye to hame bataye hum apko link provide karwa denge.

Friends apko sabse pahle kinemaster apk ko open kar lena hai OK kinemaster apk ko open kar lene ke baad apko 1:1 ke ratio ko select kar ke apko media ke option se 6,7 image add kar leni hai OK image ko add kar lene ke baad apko abhi image ko ache se adjust kar leni hai. Sabi image ki length is tarh set karni hai ki apka video 30 sec se jyada nahi hona chaiye.

OK ab friends apko image ke bich Mein Jo bhi effect hai is ke andar apko transition effect add karna hai one by one apko sabhi image ke bich option par click karte hue apko zoom out effect add kar lena hai.

Friends ab apko is video ko 720p Mein export kar lena hai. Ok ab friends apko fiir se plus ke icon par click kar ke media ke option par click kar ke apko background image add kar lena hai image ko apko adjust kar ke fit screen kar lena hai.

Ab apko friends is image par click karte hue apko image ko vintage ke option se image vintage kar lena hai, thi hai friends ab apko fx effect par click kar ke blur add kar ke full screen blur ke ke apko blur ko 6 tak badha lena hai.

Friends image Mein blur ko add kar lene ke baad apko layer par click kar media ke option se apko love blackscreen template ko add kar lena hai iski link apko isi article ke end Mein link provide karwa di hai aap isko link download kar lena hai,ok friends template ko add karne ke baad apko template ko full screen kar lena hai.

Ab apko template ko blending ke option se apko screen kar lena hai ab friends apko layer par click karke media se apko export video ko choose kar a hai or is export video ko template ki frame ke andar add Kar le a hai template ki jo first frame hai is ke andar hum image add karenge 2nd frame hai isi ke andar export video ko add karna hai.

Friends apko template ki first frame hai iske andar apko image add karni hai iske andar apko image ko add karne ke liye apko layer par click karna hai layer par click kar lene ke baad apko medai ke option par click kar lena hai ab apko media se koi ek image ko apko choose kar lena hai jo image aap is template frame ke andar adjust karna chate hai.

OK 8mage ko choose kar ke apko template ki first frame ke andar apko image ko add kar lena hai iske ache se adjust karne ke liye apko crop ke option se apko image ko crop krke template frame ke anusar adjust kar ke template ko bring to front kar lena hai.

Friends apko 2nd template ke andar 2nd frame hai is ke andar video ko add Karne ke liye apko layer par click kar ke media se video ko choose kar ke video fre ke anusar adjust crop kark ke template ko bring to front kar lena hai.

Ab friends agar apko koi song ad karna hai to aap audio Mein jakar ke ass kar le jo already song hai us song ko apko mute kar lena hai.

Friends ab apko ek baar video ko play kar ke suru se lekar ke end tak apko video ko check kar lena hai ki koi video edit Mein problem to nahi hai agar video editing Mein Koi hi problem nahi hai to aap video ko 720p Mein export ksrl iijiye friends jab apke video pura export nahi ho tab tak apko video ko skip nahi karna hai agar video ko skip karenge to apke video edit nahi hoga apko fir se export karne kel oye apko wait karna hoga.

Jab apke video complete export ho jayega tab apke video gallery mein save ho jayega.ok friends is tarh apke love video edit complate ho jayega.

Ro ffriends I hope mene is video mein apko jo bhi sikhane ki puri kosis ki hai suru se lekar end tak apko love video kese edit karna hai apko step by step apko edit karna bataya hai friends i hope apko jo bhi mena Bataya wo apko jarur samajh aaya hoga, friends I hope apko ye article post jarur pasand aaya hoga.friends next article post apko new trending post milegi with template to friends next editing article post ke liye ready rahna bhut jaldi ek editing article post with template apke liye lekar aarha hu, friends ye article post apko kesa laga aap hame niche comment box mein jarur bataye,

Love bblackscreen template effects video download👇

Love template download

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *