Hello ddosto kese ho.i hope sabhi badiya honge, Mein Bhi acha hu,Dosto aaj ke article post Mein Ek new birthday editing lekar aaya hu, ye editing aap is article ko pura read kar lene ke baad aasani se kar sakte hai.
Dosto Mein Jo bhi article likhta hu wo bhut saral shaj bhasa Mein Hi likhta hu, jiise apko video edit karne Mein asani ho,Dosto mene editing ke related article phale bhi likhe hai agar aapne hame wo article nahi dekha to ek baar jakar dekh lijiyega.ho sakta hai apko wo editing bhi apko achi lage.
Friends agar apko birthday trending video editing karna hai to apke liye article useful rahega.dosto apko is article Mein apko step by step sikhunga.apko Sirf is article ko aram se read kar samajhna hoga.
How to make video in kinemaster
Friends apko video edit karne ke liye sabse phale apko kinemaster apk ki jarurat hogi.dosto aap is apk ko play store par mil jayegi, agar apko full unlock feature apk ki jarurat hai to aap muje instagram par follow kar message kar dijiyega Mein apko kinemaster link provide karwa dunga.
Friends video edit karne ke liye sabse phale apne kinemaster apk ko open kar lena hai. Ok jab aap kinemaster apk ko open kar lete ho iske baad apko plus ka icon par click kar lena hai, thik hai jab is par click kar le to iske baad apko 16:9 ka ratio ko select kar lena hai.
16:9ka ratio ko select kar lene ke baad apko media par click kar ke media se kuch photo choose kar lene hai. Apko 8 se 10 image ko add akr lena hai. Ok image ko add kar lene ke baad apko sabhi image par one one click karte hue sabhi images ko adjust kar lena hai.
OK ab apko images ke bich ke box par click karte hue effect add karna hoga. Dosto apko one by one zoom out effect add kar lena hai ok is tarh itna ho jane ke baad apko is video ko export kar lena hai.ye video hum baad Mein template jo add karenge uske frame Mein add kar ne ke liye banaya hai, isko hum baad Mein use karnege.
Dosto apko fir se plus ke icon par click kar ke media se 16:9 ka ratio select kar background add karna hai background apko kinemaster se black wala hi choose karna hai jo ki apko kinemaster apk se mil jayega.
Thik hhai dosto jab background add ho jaye iske baad apko fir layer par click ke media se koi bhi ek birthday photo ko add kar isko full screen kar lena hai. Ab apko blur effect add karna hai apko blur effect Mein mjakar ke blur ko add kar isko 4 tak set kar lena hai. Is blur ko full screen par lena hai.
Ab aapko friends layer par click kar ke media se birthday template ko add kar lena hai, Birthday template link apko is article post Mein last Mein mil jayegi aap wha se download kar lena.
OK jab template add ho jaye ab template ko blending ke option se isko screen kar lena hai OK ab apko thoda se template ka colour highlight karne liye colour abjust mein jakar isko apko adjust kar lena hai.
Dosto ab itna ho jaye to ab apko jo video hamne phale export kar ke tyar kiya tha us video ki ab hame jarurat hogi dosto hame usi video ko jo hamne template add kiya hai iske andar apko jo circle frame dikh rahi hai iske andar is video ko add karenge.
Video ko frame Mein add krne ke liye apko layer par click karke media jakar export video ko add kar lijiye ok jab video add ho jaye to apko is video par click kar ke video ko crope ke option Mein jakar circle se crop kar lenge.
Jab apka video circle shape jo jaye ab apko frame par lakar ke adjust kar ke frame Mein fit kar le.ok jab ab apko template ko bring to front kar lena hai,ko jab video itna ready ho jaye to apko extra background ho to time kar le cut kar le extra part ko.dosto jab apko video itna edit ho jaye to apko ek baar pura video check kar lena hoga.
Video ko pura check kar lene ke baad agar video edit Mein Koi problem nahi to apko video ko 720p Mein export kar leni hai. Jab tak video export naho ho tab tak wait karna hai. Jab apka video pura export ho jaye to apka ye video project ready ho jayega.
Dosto apko hum har tarh ki video editing sikhayege apko hamari website par daily new update dekhne ko milegi latest video upade te ke liye apko hame youtube par bhi follow kar lena hoga,Dosto editing ke related content ham hamare youtube platform par bhi daily video upoald karte rhate hai,to dosto us update ke liye bhi hamse aap youtube par jud sakte ho dosto apko hamari social media profile link hamne is website par update kar rakhi. Isse aap hamse directly lnik ke trough hamari profile par aayenge to aap muje Follow jarur kar le.
Dosto aaj ka article hamare kuch is tarh ka rha tha jisme Mein hum birthday video editing kinemaster se kese karte hai sikha tha. Dosto apko ye article kis tarh tha ye editing related post kis tarh ki thi aap hamare comment kar ke jarur bataye.saath hi aap muje ye bhi bataye apko kis tarh ki editing pasand hai apko kis tarh ke template ki jarurat hai, apki pasand kya hai aap kis tarh ke content hamari website par jyada dekhna chate ho wo aap bataye hamare rakhi hum apko us tarh ke conete bhi provide kar sake.to thik hai dosto aaj ke is article Mein itna hi next article jaldi likhunga.
I hope dosto apko is article Mein mene jo bataya wo kafi useful raha hoga, Dosto next article post apko jaldi ek new editing ke sath dekhne ko milegi.
Thanks for reading this article post.
Birthday video blackscreen templateš
Super
Thanks
Download option where is ra raskal
Bro post ke last Mein option de rakha hai
Please..aap ko sport karunga
Thanks for supportā¤ļø
Beauty full templet video
Thanksā¤ļø