Hello friends kese ho I hope aap sabhi mast ho. Mein Bhi acha hu. Dosto aaj ka article post birthday video editing ka hai is article post Mein apko Mein bataunga ki aap kis tarh se kinemaster apk se birthday video edit kar sakte ho.
Guys aap apne friends ko is tarh ka video edit kar ke wish kar sakte ho. Aap apne khud ke birthday ka video bhi edit kar sakte ho.bhut hi easy tarike se Mein apko sikhaunga apko kis tarh se editing karni hai download material jo bhi chaiye wo Mein apko provide karwa dunga.
Guys mene phale jo article post jo editing ke bare Mein likhe the wo apne jarur padhe honge or apne jarur kuch editing bhi sikhi hogi.
Guys apko Mein Aaj ke article Mein thoda hatke new editing sikhane wala hu to friends aap is article ko pura jarur padle agar apko article ko samajhne Mein Koi problem ho agar video editing Mein Koi problem to aap hame bataye. Apko article ke end Mein Jo comment box hai wha apna comment jarur drop kare.
How to make video in kinemaster
Friends apko video ko edit karne ke liye apko kinemaster apk ki jarurat hogi uske liye apko play store se download karna hai, agar apko full unlock feature ke sath kinemaster chaiye to aap muje 8nstagram, twitter handle par follow kar ke dm kare Mein apko link provide karwa dunga.
OK to guys jab kinemaster apk ko install karne ke baad apko aage kya karna hai. To sabse phale to apko kinemaster apk ko open kar lena hai. Ok kinemaster apk ko open kar lene ke baad apko plus ke icon par click kana hoga. Ok plus ke icon par click karne ke baad apko 1:1 ka ratio ko select kar lena hai.
OK jab aap 1:1ka ratio ko select kar lete ho iske baad apko media se 8,1p image ko add kar leni hai ab apko sabhi image ko one by one image ko adjust kar leni hai. Ok image ko sahi se adjust kar lene ke baad apko image ke bich Mein Jo box hai effect ka apko is par click kar na hai fir apko zoom out effect apko add karna hai sabhi image Mein.
OK jab itna ho jaye ab is video ko 1080p Mein save kar lena hai. Ok ab apko ek baar back karke fir se plus ke icon par click karna hai. Ab apko 16:9 ka ratio ko select kar lena hai,ok ab apko media par click kar ke media se apko ek pic add karni hogi. Pic apko jo bhi add karni hai aap wo add kijiye. Ok ab apko pic add karke pic ko full screen karke ache se adjust ka leni hai ye jo pic hum add karenge yr background ka kaam karegi.ok ab apko is pic par click kar ke apko is image ko vintage kar leni hai.
OK to guys pic ko vintage kar lene ke baad apko blur effect add karna hai fx effect se apko blur ko add karke blur go image par full screen kar ke blur setting se apko 4 tak badha leni hai.
Friends ab apko layer ke option par click kar na hai layer ke option par click kar lene ke baad apko media se apko template ko add kar lena hai.template ko add kar ke template ko full screen karke blending ke option se screen kar leni hai.
OK ab apko template mein jo frame hai apko is ke andar hamne jo suru Mein Jo video export karke rakha tha wo hi hame is template ke frame Mein add karna hai.
To friends hum layer par click karenge OK layer par click kar ke media se hum video ko add kar lenge jo hamne export kiya tha ok ab apko video ko frame ke upar rakh kar adjust kar ke template ko bring to front kar len hai. Ok ab apko isi video ko duplicate se video ka clone hame template ke upar corner heart Mein crop ke option se heart kar ke add kar lenge.
OK to dosto is tarh itna video edit ho jaye ab apko video ko pura check kar lena hai thik hai video ko check kar lene ke baad agar video edit Mein Koi problem nahi hai to aap isko e720p, 1080p koi bi ek p. Mein save kar le. Video pura export hone ke Baad apka ye video ready ho jayega to guys ye tha aaj ka apna editing article post.
To guys aaj ka article post hmane birthday editing par likha hai is Mein hamne apko bhut hi ache tarike se bataya hai ki apko kis tarh kinemaster se birthday video ko edit karna hai mene is article Mein puri kosis ki jis e apko ache se samajh aajye apko samajhne Mein Koi problem bhi nahi ho.
Guys i hope mene jo bhi is article post Mein likha hai jo bhi apko samajhne ki kosis ki hai wo apko jarur dikhne ko mili hai. Guys apko Humne is article post ke end Mein hamne template download link provide karwa hai, aap is template ko link se download kar ke video editing cke liye use karenge.
Dosto next article post ek or new editing ke sath lekar aayenge,jis Mein apko kuch naya sikhe ko milega. Guys aap hamari website par jo bhi post aaye apko miss. Nahi karna hai apko hamari website par visit karte rahna hai guys apko hamri website par new post update milte rahenge, sath hi use full editing material download karne ko milenge. Jis se apko video ko edit karne Mein asani hogi.
To gguts aaaj ke article post ke liya itna hi next article post apko dekhne ko jaldi milegi to aap hamari website par visit karte rahiye niche jo comment box hai aap is par jarur comment kar ke bataye ki apko hamari ye post kesi lagi, apke suport or comment se hamko motive milta hai. To friends aap apna pyar support banaye rakhe.
Birthday video template link click here👇