Special new birthday video editing in kinemaster

Hello guys aaj ke article post Mein hum birthday video editing ke bare Mein Jane, friends is article post ko apko suru se lekar end tak pura ache se read karte hue apko samajhna hai, jis se apko video ko editing karne Mein Koi problem nahi hogi.

Guys is article post Mein bilkul simple language ka use karte hue apko Mein bataunga ki kapko ye video kis tarh se edit karna hai.

Guys sabse phale to apko is tarh ke editing ke liye apko ek apk ki jarurat hogi wo apk hai kinemaster friends apko wo apk play store par mil jayegi apko isko wha se download kar ke install kar lena hai, guys agar apko fully unlock no watermark apk ki jarurat hai to aap hame instagram, twitter par dm bhi kar sakte ho Mein apko kinemaster link provide karwa dunga.

OK to guys jab apke kinemaster apk open ho jaye ab apko plus ke icon par click karke 16:9 ka ratio select karna hai, ok jab aap 16:9 ka ratio ko select kar lete ho ab apko media par click kar ke koi ek image ko choose karni hai, image ko choose kar ke image full screen background mein adjust kar leni hai.

Guys ab apko is image par click kar ke intage ke option se isko vintage enable karna hai, ok jab vintage ko enable kar lete ho iske baad apko fx effect se blur ko add karna hai blur add karke isko background image par full karke is ko setting ke option se 4 tak increase kar lena hai.

OK guys ab apko layer par click kar ke media ke option se apko template ko add karna hai is template ki download link apko is post ke end Mein mil jayegi aap download kar lijiyega,

OK friends template ko layer se add karne ke baad apko template ko full screen kar lena hai fir apko template ko blending ke option se template ko screen kar lena hai, ok ab ek baar fir template par click kar ke apko colour adjustment se template ko thoda bright karne ke liye adjust kar lete hai.

OK friends ab apko layer par click kar ke media ke option se apko jo bhi mage add karni hai wo choose karke template ki frame hai is par lakar ke crop karke adjust kar le fir apko template ko bring to front kar lena hai, ok is art apko 7,8 image add karke adjust kar leni hai. Fir apko template ki dusri frame Mein Jo heart hai iske andar apko image add karn hai.

Is frame Mein image ko add karne ke liye apko layer par click karna hai fir apko media se image ko choose kar lena hai. Ok image ko choose karne ke baad apko image ko crop ke option se heart shape Mein image ko crop kar lena hai.

OK ab image ko upar jo frame hai is par lakar ke image size set karke heart mein fit kare fir apko template ko bring to front kar lena hai ab sabhi material template ki length ke acocring badha le. Ok to guys is tarh itni editing kar lena ke baad ek baar pura video check ke koi video edit ein problem nahi hai to video ko 720p Mein export kar le jab tak video pura export na ho tab tak apko wait karna hai. Friends apka jab video pura export ho jaye tab apke video project ready ho jayega.

Friends tarh aap is article ki madad se bilkul asani se video ko edit kar sakte ho bas apko is article post ko samajhna hai fir apko kinemaster se is tarh ke video edit karna hai.

Guys agar apko video editing karne Mein Koi problem aarhi hai agar aap video edit nahi kar pa rhe hai to aap hame bataye hum ho sake to jarur apko help bhi karenge, but muje jha tak lagta hai video ko edit karne Mein Koi problem nahi aayegi because mene apko step by step suru se lekar ke end tak pura process bataya hai.

Agar hamare bataye process ko follow karo ge to apko video ko edit karne Mein bilkul bhi pareshani nahi hogi or aap aram se video ko edit kar payenge.bas apko hamare bataye step ko ache se Follow karna hai.

Guys apko kis tarh ke article pasand hai aap hame comment karke jarur bataye hum apke choice ke according jarur new post article likhenge,

Friends apko hamare article post Mein apko quality content milta hai hum friends apne har article post Mein apko editing ke liye template link post ke end Mein link ko provide karwate hai,

Guys hhamare article post se update rahne ke liye daily hamari website par apko visit karna hai apko new update milti rahegi,guys aaj ka article post Mein bas editing ke liye itna hi tha ab bhut jab ek naye article post ke sath hum apke bich fir aayenge sath hi template material ke sath dosto kis tarh ke template chaiye aap hame bataye hum apni editing Mein wo jarur layenge jo aapko pasand hai friends apko hi pasand hamari pasand hai aap jis tarh ki editing chate ho wese hi editing hum next article Mein lekar aane chate hai.

friends apko kuch nahi karna bas apko ye batana hai ki apko kis tarh ki editing hai ye iske liye aap post ke comment box mein apna comment drop kare hum apke comment ka jarur replay bhi karenge.

Guys aaj article itna hi i hope apko hamara article jarur pasand aaya hoga friends apna support pyar hamesa banaye rakhna apke comment se Humko moticlve milta hai. Friends hamara purpose apke liye achi article post lana apko new editing sikhane hai apko ache content provide karwana hai hum kosis karenge har bar behatar se behtar content apke liye lekar aaye to friends muje pura belive hai aap hamesa apna pyar support banaye rakhenge or hum apke liye hamesa new editing article post bhi lekar aate rahenge.

Birthday template download click here👇

Birthday template download

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *