Hey friends apka fir se new article post Mein welcome. Friends aaj ke article Mein new birthday editing post lekar aaya hu friends agar apko birthday se related video ko edit karna hai to ye post apke liye hai.
Friends is article post Mein apko step by step bataunga ki apko kis tarh se birthday video ko kinemaster apk se edit karna hai friends agar apne hare jo article hamne pahle likhe wo apne nahi Read kiye to aap jarur visit karke dekhe.
Friends is tarh ke video ko edit karna bilkul asan hai but apko suru se lekar end tak mein jo bhi step bata rha hu apko usko Follow karna hoga agar aap hamare bataye gye step ko suru se lekar end tak follow karke video ko edit karenge to apke video edit Mein kisi bhi tarh ki koi problem nahi aayegi.
Friends apko is tarh ke video ko edit karne ke liye apko sabse pahle to ek apk ki jarurat hogi sayad apko us apk ke bare Mein jankari hogi agar nahi hai to Mein apko bata deta hu.
Guys us apk ka name hai kinemaster ye apk apko asani se play stor par mil jayegi aap wha se isko download kar sakte ho. Lekin wha se jo apk aap download karne ja rhe ho us apk Mein apko jo bhi feature milenge wo premium hi milenge, agar apko fully unlock feature ke sath apk chaiye to aap hame cooment box mein comrnt kar ke bataye ya fir aap hame hamre social handle par follow kar ke message kare hum apko apk ki link ko provide karwa denge.
Aap us link se easliy wo apk download karke install kar sakte ho, to friends ab suru karte hai ki apko ye video ko edit kese karna hai.
Friends ye video bilkul asan tarike se aap edit kar sakte ho bas is article ke step ko follow karte hue apko article ko end tak read karna hai.
Friends sabse pahle apko kinemaster apk ko open kar lena hai ab apko plus ke icon par click kar ke apko 16:9 ke ratio ko choose karna hai ab guys apko media ke option par click kar ke media se 6 image ko selcet kar lena hai.
Ab guys apko 6 image ko add karne ke baad apko sabhi image par click karte hue crop ke option se sabhi image fix adjust karke one one Sabhi image ko adjust karke equal karna hai. Ok guys ab apko sabhi image ki length is tarh se kar leni hai ki apka ye 8limage ka video 30 sec tak ka hi bane.
Ab ffriends is video ko apko 1080p Mein export kar lena hai OK jab tak apka video full export nahi ho tab tak apko skip ya back nahi karna hai jab apke video pura export ho jaye ab apko fir se plus ke icon par click karna hai.apko 16:9ka ratio ko select karna hai ab apko media se ek image ko background ke liye choose karni hai.
Image ko choose kar ke apko image ko fit to screen karke 8mage ko apko vintage ke option se vitage kar leni hai OK ab apko fx effect se blur ko choose kar ke blur ko full screen karke blur ki setting se blur ko 5 tak kar lenge. Ok hab bulr add ho jaye ab apko layer ke option par click karna hai.
Layer par click kar media se apko template ko add kar lena hai template link apko article post ke end Mein mil jayegi aap isko download kar le.
OK friends template ko apko add kar ke template ko full screen kar ke blending ke option se apko template ko screen kar lena hai ab apko layer par click kar ke media se export video ko choose kare template ki first jo frame hai iske andar add kar lenge.agar sahi se adjust nahi ho rahi hai to aap crop kar ke isko adjust kar le fir template ko bring to front kar lijiye.
Ok ffriends ab apko template ko 2nd frame hai iske andar bhi apko image add karna hoga iske liye apko fir ek baar layer par click karenge OK layer par click karne ke baad apko media se apko koi ek image ko choose karna hai.
image ko choose kar ke ab apko isi image par click kar ke image ko crop ke option se heart shape Mein image ko crop kar ke thoda size crop se chota kar lenge ab apko isko heart ke frmae ke upar lakar ke isko adjust kar ke frame Mein fit kar na hoga jab apke image adjust ho jaye ab apko template ko bring to front kar lena hai.
Ok ffriends ab apko video mein agar extra part hao end Mein to aap iskoaap trim bhi kar sakte ho, ok agar apko is template ka jo song hai agar is song ki jagh apko koi or song add karna hai to apko te8 par click kar pahle template song ko mute kar lena hoga.
Fir apko audio ke option se new song choose karke add kar lena hai jha tak apke video ki length whatak audio ko apko rakh lena hai iske alawa extra audio isko apko trim kar lena hai.
Friends jjab audio ko aap add kar lete ho ab iske baad apko ek baar pure video ko play kar ke dekh lena hai koi video edit Mein problem to nahi hai ek baar achi tarh se check kar lena ke baad ab apko or kuch editing to karni nahi hai.
Agar aap koi bhi name text add karna chate ho to aap layer par click kar text option ko choose kar ke koi bhi name aap likh sakte ho fir agar aap font styleish Mein likhna chate ho to wo bhi option apko yha mil jayega aap font style change bhi kar sakte ho jo bhi text aap add kar rke ho iski length apko video ki jitni length hai wha tak isko bhi apko bada lena hai.
OK friends jab apke edit ka Sara kaam ho jaye ab apko kuch nahi vas is video export karne ki jarurat hai bas apko simply 1080p ya 720 p choose karke is video ko export kar lena hai jab tak apka video pura export na ho tab tak apko video ko bilkul bhi skip nahi karna ha video export hone ke Baad apka video gallery Mein save ho jayega is tarh apka ye video project completely ready ho jayega.
Template video download link click here👇