Love video maker in kinemaster

Hey friends welcome back another article post.friends kese ho aap I hope aap sabhi ache honge.fr8ends aaaj ke article post Mein Ek new love love video editing kese kare is ke bare Mein hum post Mein janege.

Friends agar aap love video edit karna chate ho to friends ye article post aapke liye useful rahegi friends apko is article ko suru se lekar ke end tak pura read karna hoga, agar aap suru se end tak is article post ko ache se read karenge to aap ke liye is tarh ka video edit karna bilkul asaan hojayega.

Friends is love ko edit karna ek dum simple bas apko jo bhi Mein is article Mein step by step bata rha hu apko isko Follow karte hue apko khud se video ko edit karna hai.

Guys apko is tarh ke video editing karne ke liye sabse pahle kya karna hoga ye hum Jan lete hai. Friends is tarh ke video ko edit karne ke liye hum kinemaster apk ka use karte hai, wo apke pass already hoga agar nahi hai to aap is apk ko play store se download karke install kar sakte ho.

Agar guys apko fully unlock kinemaster apk ki jarurat hai to aap hame jarur bataye hum apko kinemaster unlock feature ki link provide karwa denge aap usi link se download karke install kar sakte ho.

To dosto ab hum Baat kar lete hai apne topic par ki hame is tarh ka love video ko edit kese karna hai.friends is tarh ka love video ko edit karne ke liye hum sabse pahle kinemaster apk ko open kar lete hai. Ok to friends kinemaster apk ko open kar le ab apko jo plus ka icon dikh rha hai apko is par click kar lena hai.

OK plus ke icon par click kar ke ab apko 16:9 ka ratio ko select kar lena hai ab apko 5,6 image choose kar leni hai image choose karne kr baad apko sabhi image ko apko one by one crop ke option se adjust kar leni hai. Sabhi image ache se adjust kar lene ke baad apko image ke jo bich jo box show kar rhe hai is par click karte hue apko transition effects add karne hai effect apko jo ache lage wo kare aap effect Mein zoom oylut add kare to bhi acha hai aap isko select kar add kar sakte ho.

Friends ab apko jo image add kiye jo hum ye video export karne ja rhe hai iski length kam se kam 30 sec apko rakhni hai iske liye apko image ki length one by one Sabhi image ki length todi si badha leni hai.

Ab friends is video ko export kar lena hai, video export ho jane ke baad apko fir se plus ke icon par click karna hai or for apko 16:9 ka ratio ko select kar lena hai fir apko media se koi ek background ke liye apko image choose kar ke background Mein apko ache se adjust kar leni hai.

Ab friends apko is image ko vintage ke option se vintage kar leni hai ab apko vitage ho jane ke baad apko fx effect se image ko blur karne ke liye hum blur add kar lenge blur ko hum 4 tak bada kar full background image par adjust kar lenge.

Ab friends apko layer par click kar ke media koe option se apko love template add kar lena hai iski link hamne isi article post ke end Mein hamne provide karwa di hai aap wha se isko bhut asani se download kar sakte ho.

To template add kar lene ke baad apko template ko full screen kar lena hai ab apko template ko blending ke option se screen kar lena hai screen kar lena ke baad apko fir ek baar layer par click karna hai.

Layer par click kar lene ke baad apko media par lick kar ke jo hamne first step Mein Jo video image ke sath ready kiya tha ab hum uso export video ko iske andar add karenge OK export video ko crop ke option Mein jakar ke ke apko heart shape Mein video ko crop kar lena hai ab is crop video ko template ki jo first heart frame hai iske andar hum size crop se adjust kar ke add kar lenge.

Size ko adjust kar ke herat Mein adjust kar ke template ko bring to front kar lena hai, ok friends apke template ki first frame Mein video add ho jane ke baad apko layer par click kar ke media se koi ek image fir se choose kar leni hai fir apko image choose kar lene ke baad apko crop ke option se image ko heart shape Mein crop karke image ki size o adjust kar leni hai ab apko template ko jo 2nd frame hai iske andar apko adjust kar ke template ko bring to front kar lena hai.

Ok aab friends apko agar template ka song hai iske jagh agar aapko new song add karna hai to sabse pahle apko template ka jo song isko apko mute karna hoga isko kese mute karenge l isko mute karne ke liye apko template par click kar ke audio sound ko mute kar lena hai.

B apko new song add karna hai iske liye apko audio ka option mil jayega aap is par click ar ke apni music library se jo bhi song add karna hai isko choose karke add kar lena hai friends os tarh apke new song bhi add ho jayega jo pahle wala song tha wo mute ho jayega ok ab friends song add kar lene ke baad apko kya kran hai.

Ab ffriends apko ek baar apne pure video ko check kar le play karke kahi koi edit Mein mistake to anji hai agar apka vide oek dum sahi sab kuch ache se adjust hai suru se end tak ab apko is Mein or kuch bhi karne ki jarurat bhi nahi hai ab apko video ko 1080p Mein export kar lena hai guys Aap 720p Mein agar karna chate ho to bhi kar sakte hai better quality ke liye hum isko 1080p Mein export karenge jab tak apka vide opura export nahi ho jata tab tak apko video ko skip bhi nahi karna hai apke video100% export hone ke Baad apka video gallery Mein save ho jayega or is tarh se apke live vide oready ho jayega.

I hope aaj ke article post Mein apne love video editing sikhnevko mili hogi is tarh se aap bhi love video editing bhut hi asani se kar sakte ho. Friends apko hamara article post keelsa laga aap hamare comment box mein comment kar ke jarur bataye.

Love template download link👇

Love template download

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *