Love video editing in kinemaster

Hey friends wellcome my new article post, friends aaj ke is article Mein new love video editing sikhenge, friends ye video editing a hi trending Mein Hai, friends agar apko is tarh ka video agar edit karna hai to ye article post apke liye useful hai.

Friends apko is tarh ka new trending love video agar edit karna hai to apko isko suru se lekar ke end tak apko step by step Mein Jo bhi bata rha hu isko apko ache se samjhne ki jarurat hai, friends is tarh ki editing karne kel iye bas is article post ko suru se lekar end tak ache se read kans hai.

Friends apko love vide ko edit karne ke liye apko kya karna hai ek dhyan dijiye friends sabse pahle to apko play store se kinemaster apk ko download karke open kar lena hai, ok agar apko fully unlock feature ke sath apk chaiye to aap hame bataye hum iski link apko provide karwa denge aap aram se link se download kar sakte ho.

Ok friends kinemaster apk ko install kar lete ho ab aage apko kya karna hai friends ab apko kinemaster apk ko open kar lena hai open ke ke plus ke icon par click kar lena hai,or apko 1:1 ka ration ko select kar ke ab apko media ke option par click kar ke 5,7 image choose kar add kar lijiye ab apko sabhi image ko one ine ache se adjust kar lena hai.

Image ko adjust kar le e ke baad apko sabhi image ki length is tarh badhiye ki apka video 30 sec tak ho jaye OK ab apko image ke bich jo option hai effect addd karne ke liye is par apko click kar lena hai.

Click kar ke apko zoom out transition effect add kar lena hai ab apko is tarh one by one Sabhi Mein zoom out effect kar lene ke baad is video ko apko 720p Mein export kar lena hai ab apko fir plus ke icon par click kar ke apko 16:9ka ratio ko select kar lena hai ab apko media ke option par click kar koi ek pic jo apko background mein add karni hai wo aap choose kar ke add kar lijiye ab apko is image ko full screen fit kar le.ab background image ki Length 30 sec tak kar lijiye.

Ab friends apko vitage Mein jakar ke vintage ke option ko enable kare ab friends vitage ko enable kar lena ke baad apko fx effect Emin jakar ke blur add kar lena hai blur ko pure background par karke blur ki setting se is blur ko 6 tak kar le.

Ab friends apko layer par click karn na or media par click kar ke love green screen template ko add kar lena hai,template ko full screen kar ke template ko blending ke option se screen kar lena hai.

Ab apko friends is video ko 720o Mein export kar lena hai friends ab apko fr se plus ke icon par click kar apko 16:9cka ration ko select karna hai media se background add kar ke background ko 30 sec tak bada lena hai ab apko template with background photo se jo video export kiya isko apko layrp psr click kar ke media ke option se apko is export video ko add kar lena hai.

Add kar lene ke baad apko is export video ko adjust karne ke liye apko is export video par click kar ke full screen kar lena hai, ok friends full screen kar lene ke baad apko Chorma key ko enable karne ki jarur hai to kese karna hai.

Ab apko export video par click kar Chorma key enable kar lijiye Chorma key enable karne se apke export video mein jo template add kiya tha uska jo green screen frame hai ko cut jayega ab is ke andar huko image ka jo video hamne first step Mein ready kiya tha isko is template ke heart frame par lakar ke green screen export video template ko bring to front kar lena hai.

Ab friends apko ek baar isko frame ke andar ache se adj3 kar ke te3 ko Chorma key colour se setting se thodacoulur adjust kar le is se apke jo heart frame hai wo ache se work kare gi or vide oki quality achi hogi or video mein jo frame hai iske andar wala video frame ke andar se ache se set hoga.

Ab friends apko ek baar video ki editing ham. E ki usko ek baar ache se check karne ke liye is video ko pura play kar le ek baar pura play hone dijiye or usko ache se dekhiye ki koi vide oediting Mein problem to nahi hai agar friends apka video ek dum sahi se adjust hogya hai to ab apko kuch jyada or is Mein bahi karna hai.

Friends itna video ko edit kar lene ke baad apko ab video ko export karne ki jarurat hai apko friends is video ko 720p/1080p Mein export karna hai friends jab tak apka ye pura video export nahi ho jata tab tak apko nahi to kinemaster apk ko back karna hai or nahi skip karna hai friends jab apka ye video pura export hokar ready ho jaye ab apke video gallery Mein save ho jayega apke ye video ready ho jayega.

Friends iis tarh apko ye love video edit kar ke ready karna hai friends i hope mene apko jo bhi suru se lekar ke end tak apko is article post Mein samjhaya apko ache samjh aagya hoga agar fir bhi kuch step samajh nahi aaya to hame bataye hum apke liye jarur help denge friends apko ye editing article post kese laga aap hame niche comment box mein comment kar ke jarur bataye next article post hum kis tarh ke lekar aaye apki choice hame jarur bataye hum next article post Mein apke bataye anusar editing article post lekar aayenge. Friends apko agar new editing sikhni hai to aap yt editing zone par daily visit karte rahiye hum is par new editing post karte rahenge apko new trending editing sikhne ko milti rahegi.

Love Green screen template download link👇

Love template download

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *