How to make love video in kinemaster

Hey friends wellcome my new article post. Friends aaj is article post Mein apko love video editing editing karna sikhaunga, friends agar apko bhi ye love video edit karna hai to apko is article post ko suru se lekar ke end tak Read karna hoga.

Fiends is article post Mein apko step by step apko ache se simple language Mein bataunga ki apko ye video kis tarh se edit karna hai.friends sabse pahle apko is tarh ke video ko edit karne ke apko kinemaster ko apne mobile Mein install kar lijiye.

Guys kinemaster apko ko download karne ke liye apko sabse pahle apko play store ko open kar lena hoga or play store ke search Mein apko kinemaster type karna hai is tarh apke samne kinemaster apko aajyegi apko isko download kar lena hai.

Agar apko fully unlock apk ki jarurat hai to apko isko download karne ke liye muje bataye Mein apko is full unlock apk link apko apne social handle par link provide karwa dunga apko usi link se is apk ko download kar ke install karna hai jo apke fully unlock feature ke sath hogi.

Firneds tto suru karte hai friends sabse pahle to apko kinemaster apk ko open kar lena hai ab apko 16:9 ka ratio ko select kar lena hai ab apko media ke option se kuch image select kar ke add kar lijiye ab apko sabhi 8mage ko one by one adjust kar ke sabhi image ke bich jo effet add karne ke liye option de rakha hai is par click karte hue apko transition effect add karna hai.

Friends apko transition effect ko add karne ke liye apko zoom out ko effect add karna hai ab friends apko one by one sabhi image Mein apko effect add kar lena hai friends sabhi image Mein effect ko add kar lene ke baad apko aage kis tarh edit karna hai janiye.

Friends ab apko is video mein jitni bhi image add ki hai sabhi ko8 length is tarh badhiye ki apke video ki length 30 sec tak ho is se jyada apke vidro ki length nahi honi chaiye agar friends aap is video ki length is se jyada rakhenge to apke aage jab video ko edit karne ge to template ki length 39 sec hogi toh ye video template ki length ke anusar adjust nahi ho payega

OK friends ab apko video ki length 30 sec tak rakhte hue apko ab is video ko 720p/1080p dono Mein Ek p. Mein apko video ko export kar lena hai ab apko friends fir se plus ke icon par click kar lena hai plus ke icon par click kar lene ke baad apko media par click karna hai ab apko koi ek image ko choose kark ke background Mein add kar ke image ko apko fit screeen kar ke image ki length 30 sec tak badha liye.

Ab apko is image par click karte hue apko image ko vintage ke option se vintage kar ke fx effect Mein jakar ke blur choose karenge blur ko choose kar ke blur ko setting 6 tak badha lenge fir isko full screen image par kar denge.

Ab friend apko layer par click karna hai layer par click kar ke media se 0ako template ko choose kar lena hai, friends template ko choose kar ke add kar lene ke baad apko template ko fit screen adjust kar ke template ko blending ke option se screen kar lena hai.

Ab apko template ko blending kar lene ke baad apko layer par click kar le. A hai friends layer par click kar lene ke baad apko media ke option se apko export video ko add karna hai jo hamne image ko adjust kar ke ready kiya tha usko add kar ke template ki frame par lakar ke crop ke option se frame ke anusar adjust karte hue template ki frame Mein video ko add kar lenge.

Template ki frame Mein achi tarh export video ko adjust kar lene ke baad apko ab template ko bring to front kar lena hai template ko bring to front kar lene se kya hoga ki template apke ache se adjust ho jayega friends ab video mein agar kuch bhi extra part ho agar template ki length klse agar kisi ki length jyada hai to video project se us part ko hum trim kar lenge.

Ab friends agar apko template ke andar jo song hai ye apko change karnea hai to bhi aap easliy mute kar ke audio ke option se music add kar sakte ho friends is tarh se apke is ke andar ache se song bhi add ho jayega.

Ab friends apko aapne jo video edit kiya hai isko suru se lekar ke end tak video ko play kar ke watch kar lena hai video ko play ke ke ache se check kar le video mein koi bhi tarh ki video editing porbelm nahi honi chaiye.

Ab friends apko agar video edit Mein Koi bhi problem nahi ho to ab apko video ko 1080p Mein export kar lena hai jab tak video pura export nahi ho jata tab tak apko video bilkul bhi skip ya back nahi karna hai agar apne vide oko export hone se pahle agar back ya fir skip kar diya to video export nahi hoga apko ek baar fir se video ko export karna hoga.

Friends jab apke video pura export ho jayega tab video apke ready ho jayega or video apke gallery Mein save ho jayega friends agar ab bhi apko video samajh nahi aaya hai to aap hame bataye apko hum jarur help karenge.

Friends I hope mene aaj ke love video editing article post Mein Jo bhi bataya wo apko jarur samjh aaya hoga. Friends I hope apko hamara article post jarur pasand aaya hoga,friends apko hara article post kesa laga aap hame comment kar ke bhi bata sakte hai friends apko comment kar me liye apko is article post Mein comment box mil jayega apko apna comment iske andar drop jarur kare. To friends is article post Mein itna hi next article post se update rahne kel iye apko hamari website par visit karte rahna hai.

Love ttemplate video download link👇

Love template download

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *