How to make love video by kinemaster

Hey friends wellcome my new article post, Dosto kese ho I hope aap sabhi ache honge friends apko is article post Mein love video ko edit karna sikhaunga friends aap kis tarh mobile se kinemaster apk se love video ko edit kar sakte ho.

Friends apko is article post ko pura ache se read kar lena hai Mein apko step by step sikhaunga kis tarh se apko kinemaster se ye video edit karna hai friends agar aap is article post ko ache se suru se end tak Read karenge to apko ye video edit karne Mein Koi problem nahi aane wali.

Friends apko is tarh ke video ko edit karne ke liye apko sabse pahle to kinemaster ko download kar ke open kar lena hai ab apko kinemaster apk ko open kar lena ke baad apko plus ke icon par click kar lena hai ab apko 16:9 ke ratio ko choose kr ke media se 6,7 image add kar le ab apko sabhi image ke bich click karte hue transtion effect add kar lena hai sabhi Mein apko zoom out effect ko hi add karna hai.

Friends ab apko video ko 30 sec tak karna ke liye sabhi image ko is tarh se length badhate ki apka video 30 sec tak ho ab apko is video ko 1080p Mein full export kar le video ko export kar lene ke baad apko fir se plus ke icon par click kar lena hai.

An apko media ke open se koi ek pic choose kar ke fit screen kar ke image ko vintage kar lena hai ab apko image ko vintage kar lene ke baad apko image ki length ko 30 sec tak badha lijiye ab apko fx effect par click kar ke blur add kar lena hai blur ko full screen background image par kar ke blur ko setting se 6 tak kar lena hai.

Ab friends apko layer par click kar ke media ke option se template ko add kar lena hai friends hum apko template link is article post ke end Mein link provide karwa di hai apko wha se isko download kar leni hai. template ko add kar lene ke baad template vko blending ke option se screen kar lena hai ab apko layer par click kar ke media ke option se export video ko add kar lena hai video ko add kar lene ke baad apko video ko frmae ke anusar crop kar ke size ko adjust kar lena hai.

AB friends apko template ko bring to front kar lena hai friends ab apko fir se plus ke icon par click kar ke media ke option se koi ek pic ko choose kar ke template ka love text Mein heart frame hai is ke andar image ko add karna hoga 8ske liye apne jo pic choose kar li hai isko apko crop ke option se heart size Mein crop kar ke heart frame Mein add karne ke liye apko image size ko frame ke anusar kar ke frame Mein add kar lenge.

Ab friends apko template ko bring to front kar lena hai is tarh apke ye video yha tak ready ho jayega ab apko ek baar pura video ko play ke ke check kar lena hai agar video edit Mein Koi problem nahi hai to apko video ko 1080p Mein export jar lens hai jab tak video100% eclxport nahi ho jata hai tab tak apko video ko skip ya back nahi karna hai agar aap esa karte hai to apko pura video wapis se export karna hoga.

Jab friends apka video pura export cho jayega tab apke video gallery Mein save ho jayega apka video ready bhi ho jayega. To friends apko hamare bataye gye step ko follow karte hue is tarh ka video ko edit karna hai agar aap hamare bataye step ko ache se Follow karte ho to apke video ko edit karne Mein kisi bhi tarh ki koi problem nahi aane wali hai.

Friends agar aap hamare bataye step ko ache se Follow kar ke is tarh ka love video banayenge to i am sure apka video ache se ready ho jayega friends mene apni is article post Mein puri kosis ki hai jo bhi Mein bata rha hu wo apko ache se samjh Aasake agar fir bhi video edit Mein Koi problem aarhi hai to aap hame bataye hum apko jarur help karenge.

Friends apko is article post Mein jha tak mene simple language ka use kiya apko love video ko is article ko read karne ke baad kisi bhi tarh ki koi bhi problem nahi aayegi friend I hope apko ye article jarur pasand aaya hoga friends aap hame comment box mein apna comment drop kar ke ye bataye ki apko hamara ye article post kesa laga.

Love ttemplate video download link 👇

Love template download

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *