Love video maker in kinemaster

Hey friends wellcome my new article post, Dosto is article post Mein apko love video kese edit karna hai iske bare Mein apko bataunga friends apko is article post ko suru se lekar end tak pura ache se read karna hai.

Friends agar aap is article post ko suru se lekar ke end ache se read karenge to apko video ko edit karne Mein kisi bhi tarh ki koi problem nahi aayegi.

Friends Mein apko step by step is article Mein samjhaunga bas apko ache se samjhna hai apko video ko edit karne Mein kis bhi tarh ki koi problem nahi aayegi.

Friends apko is tarh ke video ko edit karne ke liye sabse 0ahle kinemaster ko play store se install kar ke open kar lena hai.

Friends kinemaster apk ko open kar lene ke bbad apko plus ke icon 0ar click kar ke 16:9 ka ratio ko select kar lena hai ab apko media ke option se apko 6,7 image choose kar leni hai ab apko sabhi image ki length thodi thodi badha leni hai.

Friends image ki length is tarh se badhani hai ki apke video ki length 30 tak hi honi chaiye an friends sabhi 8mage ke bich jo box hai hai is par click karte hue apko transition effect add kar dena hai ab friends apko transition effect mein zoom out ka option add kar dena hai.

Friends eeffect add kar lene ke baad apko video ko 1080p Mein export kar dena hai ab friends apko fir se plus ke icon par click kar ke media se ek background image choose kar ke background image ko add kar dena hai ab is image par click kar image ko vitage ke option ko enable kar ke image ko vintage kar denge.

Image ko vintage kar dene ke baad ab apko fx effect se blur ko add kar dena hai image par blur effect add kar dene ke baad apko blur ko full screen kar dena hai.

Friends ab apko layer par click kar ke media se template vko add kar dena hai ab apko template ko background image par full screen kar dena hai ab template 0ar clic karte hue template ko blending ke option se screen kar dena hai.

Ab friends apko fir se layer par click kar dena hai layer par click kar ke apko media se export video ko choose kar dena hai ab friends is video ko crop ke option se frame ke anusar crop karte hue template ki frame Mein add kar dena hai.

Friends ab template ki frame ke andar add kar lene ke baad apko template vk9 bring to front kar lena hai ab apko fir se layer par click kar na hai or fir apko media ke option se koi ek image choose kar leni hai.

Friends image ko crop ke option se heart shape Mein crop kar ke template mein jo heart frame hai is ke andar image ki size ko frame ke anusar adjust karte hue template mein add kar dena hai ab friends apko template ko bring to front kar lena hai.

Ab friends background image ki lenth ko 30 sec tak kar lena hai image or template ki length 30 sec hi rakhni hai ab friends apko ek baar pura video play kar ke check kar le agar video edit Mein Koi problem nahi hai to to video ko export kar le.

Friends video apka jab tak full export nahi ho jata tab tak apko video ko skip ya back nahi karna agar aap back ya skip karenge to apka video export nahi ho payega apko fir se video ko export karna padega.

OK to friends apka is tarh se ye video edit hokar ke ready ho jayega I hope apko ye article jarur pasand aaya hoga ab aap bhi sikh gye hone ki kinemaster se apko ye video kese edit karna hai friends aap comment kar ke hame bata sakte hai ki apko ye hara video kesa laga.

Love template download link👇

Love template download

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *