Hello friends, kese ho I hope aap sabhi mast honge, friends aaj ek baar fir se new trending article post birthday editing se related hai, friends agar apko trending birthday vide ocreate karna hai to apko ye article ache read kana hai.
Friends is article Mein apko bhut hi smilpe tarike se birthday video create karna sikhayege, friends is article vko agar ek baar ache se read kar loge to apko is tarh ka birthday video ko create karne Mein Koi bhi problem c ahi aane wali hai.
Friends apko bata dete hai ki apko ye video edit karne ke liye apko kinemaster ki jarurat hogi jo apko asani se play store par mil jayegi bas apko isko install karke apne mobile Mein open kar lena hai.
Friends agar apko unlock feature kinemaster apk link chaiye to hame so ila handle par dm kare hum apko link provide karwa denge.
Friends sabse pahle kinemaster apk ko install kar lene ke baad kinemaster ko open kar liyega, ok jab apke kinemaster apk open ho jayegi ab apko plus ke icon par click kar ke 1:1 ka apko ratio choose karna hai OK 1:1ka jab apke ratio select hojaye ab apko media se apko 6,7 pic choose kar ke add kar leni hai.
OK pic ko select kar lene ke baad aage ke process Mein apko sabhi image ko one by one adjust kar ke fit screen kar leni hai is ke liye apko image par click karte hue one by one crop ke option se eqal ka leni hai sabhi image ko friends apke sabhi image ko adjust kar lene ke baad apko sabhi image Mein apko bich jo box type ka icon hai is par click kar ke one by one transition effect add kar lena hai.
OK friends transition effect add kar lene ke baad apko sabi image ki length thodi si badha leni hai video ki length 30 sec honi chaiye is se jyada apko nahi karni hai ab humko is video ko 1080p Mein export kar lena hai frieds apko is video ke export hone tak apko skip ya back nahi karna hai.
Friends apko is video ko pura export hone dena hai, video export hone ke Baad apko 2nd process kya karna hai apko fir se plus ke icon par click kar lena hai ab apko ratio 16:9 ko choose kar ke apko mesia ke option se koi ek pic choose kar leni hai choose pic ko hum background ke liye add karenge.
Image bbackground par ache se adjust kar ke set kar denge ab humko background image ko vitage ke option se pic ko vitage kar lenge pic ko vintage karne ke liye apko vintage ko enable karna hoga jo apko kinemaster ke jo option hai Ismein sabse niche option mil jayega apko wha se isko enable kar lena hai.
Ab friends background image ko hame thoda blur karna hoga iske liye humko fx effect Mein jakar ke blur choose kar ke blur ki setting se blur ko 6 tak set kar lenge ab blur ki size badha kar ke piche ke background image par full kar lena hai.
Ab friends apko background image par click kar ke image ki length badha kar ke 30 sec tak kar leni hogi image ko length 30 sec kr ke blur ki bhi length 30 sec kar lijiye OK friends ye itna ho jane ke baad apko ab apko layer wale option par click kar lena hai fir apko media par click kar ke template ko add kar lena hai friends template link apko is article post ke end Mein hum apko link provide karwa denge.
Frends aapko link se is template ko downlod kar lena hai firemds template ko add kar ke template ko full screen kar lena hai ab apko fir se template par click kar template ko blending ke option se screen kar lena hai.
Ab friends apko layer par click kar ke media ke option se gallery se export video ko choose kar lena hai export video ko apko crop ke option video ko circle shape Mein crop kar ke frame Mein add kar denge ab apko template ko bring to front kar lena hai, friends is ke baad apko template ki two fre or hai is Mein Bhi humko image bhi add karna hoga.
Friends fir layer par click kar ke media se apko koi ek pic choose kar template ki blank frame is Mein add kana hai frame ke anusar image ko crop kar lena hai isi tarh apko fir se layer par click kar ke media, koi ek pic choose kar ke template ki blank frame Mein add kar lena hai.
OK friends ab apko image ki length jo hamne template ke andar add kiya hai dono image length template ki jitni length hai wha tak iski image length rakhna hai.ab friends image length se kar lene ke baad apko ek baar video ko play kar ke check kar le agar video editing Mein Koi bhi problem nahi to apko video ko 1080p Mein export kar lena hai jab tak apke video export nahi ho jata tab tak apko video ko skip ya back nahi karna hai.
Freida video export ho jane ke baad apke vide oready h jayega gallery Mein save ho jayega to friends apko hamare bataye gye step ko ache Follow karte hue apko is tarh ka video ko edit karna hai firemds i hope apko hamara article post jarur pasand aaya hoga agar apko ye article post post Acha laga to aap hame niche jo comment box hai is ke andar apna comment jarur drop kare,
Friends next article post Mein hum new trending editing article post lekar aayenge friends aap hamare comment Mein apni choice bataye ki apko kis type ki editing post chaiye hum apke liye apke bataye anusar editing article post lekar aayenge with template link bhi provide karenge.
Friends aaj ka article post birthday ka tha ab next article post bhut jaldi layenge apko yt editing zone par daily visit karna hai new post se update rahne ke liye.
Birthday ttemplate download link👇