Site icon YT Editing Zone

Anniversay video maker in kinemaster

Hey friends welcome my new article post, Dosto is article post Mein apko new trending anniversary video kinenaster se kese banaye sikhane wala hu.

Friends apko is article post ko suru se lekar end tak ache se read kana hai friends agar aap hamare bataye gye step tlko ache se Follow karoge to ye video apke liye bana na bilkul asaan hai.

Friends apko kya karna hai kese karna hai Mein is article post Mein step by step bata dunga bas apko ye article post pura read karna hoga or kuch nahi.

Friends apko anniversary video editing karne ke liye sabse pagle to apko ek apk ki jarurat hogi wo apk hai kinemaster ye apk apko asani se play store par mil jayegi agar fully unlock ke sath apko ye apk chaiye to aap hame social handle par message kare hum apko link provide karwa denge.

FIRST STEP

Friends sabse pahle apko kinemaster ko open ko kar lena hai iske baad apko plus ke icon par click kar lena hai ab friends apko 1:1 ka ratio ko select kar lena hai, fir apko media 6,7 image choose kar lijiye ab apko sabhi image ko one by one adjust kar lena hai or sabi image ko adjust kar ke apko one by one image ko equal kar lena hai.

Ab friends apko sabhi image ke bich jo apko box jesa icon dikh raha hai apko sabhi Mein one by 9ne apko transition effect add kar lena hai transition effect aap koi bhi add kar sakte ho jo apko acha lage.hum iske andar zoom out tr3 effect add kar lete hai.

OK friends jab apna ye itna kaam ho jaye ab apko sabhi image ki thodi thodi lenth badha lena hai apke is video ki length 30 sec se jyada nahi honi chaiye q ki friends jab hum aage ka process karenge to template size apko 30 sec tak ka milega fir apko trim karna padega length agar video ki badi hogi.

Friends apko ye itna kaam kar lene ke baad apko is video project ko 1080p Mein export kar ke apna first video complate ho jayega.

SECOND STEP

Second step ki tarf badhte hai friends ab apko fir se plus ke icon par click karna hai fir apko ratio jo hai isko hum 16:9 ka choose kar lete hai OK ab friends apko media par click karna hai export video ko background mein add karna hai background video ki size badha kar ke full background par ache se adjust kar lena hai apko video ko is tarh adjust karna hai ki apka background video background mein pura aajye or ache se image puri show kare.

Ab friends apko background video ko thoda blur karna hoga isko apko kis tarh se blur karna hai friends background video ko blur karne ke liye apko fx effect option Mein jakar ke lur choose kar ek background par full screen blur kar denge ab firemds blur ko setting 6,7 tak rakh lenge is se apko background video thoda blus ho jayega.ok friends next step ki tarf badhte hai…

THIRD STEP

Friends second stpe Mein hamara video jo ki hamne background mein add kiya tha wo to blur ho gya ab third step Mein apko background video par template add karenge is ke liye apko layer 0ar click karna hai layer par click kar ke media se apko template ko choose kar ke add kar lena hoga template link apko is article post Mein hum provide karwa denge apko wha se isko download kar lena hai.

For ends template ko add kar ke template ko full screen kar lena hai template ko full screen adjust kar le e ke baad apko template ko blending ke option se screen kar lena hai OK template ko screen kar lene ke baad next step Mein apko kya karna hai hum apko bata dete hai.

STEP FOUR

Friends apke template add ho chuka third step Mein to ab apko template ki jo bhi frame hai is ke andar vide oadd karna hai iske liye apko layer par click karna hai layer ke option par click kar ke media se apko export video ko choose karna hai jo ki mene apko first step Mein is article post ke andar apko bataya tha us video ko hum choose kar lenge.

Vexport video ko choose kar lene ke baad apko is video ko template ki jo frame hai iske andar apko add karna hai iske liye apko video ko crop Mein jakar ke circle crop kar lenge ab apko is video ko template ki jo first circle frame iske upar adjust kar ke template ko bring to front kar lena hai.

Ab friends apko template ki jo second frame hai iske andar apko koi bhi ek pic add karni hai iske liye apko layer ke option par click kar ke media ke option se 8msge ko choose kar ke template ki 2nd frame par circle crop kar ke add kar lenge ab template ko bring to front kar lena hai ab friends is image ki length 30 sec jha tak apko template ki length hai wha tak badha lenge.ok friends 8s tarh se apke anniversary video editing yha tak complete ho chuka hai ab firemds agar apko dura song add karna hai to aap add kar sakte ho template ka jo song hai isko mute kar sakte ho.

Friends ab ek baar pura vide oplay kar ke check kar le agar video edit Mein Koi problem nahi hui to apko video ko 1080p Mein export kar lena hai jab tak apka video pura export na ho jaye tab tak apko skip nahi karna hai video apke save hokar gallery Mein save ho jayega or apka anniversary video bankat ready ho jayega.

I hope friends apko ye article post jarur pasand aaya hoga mene apko is article post Mein step by step suru se lekar end tak ache se bataya ki apko kis tarh se anniversary video ko edit kar ke ready karna hai friends ham hamari tarf se puri mehnat kar ke apke liye ache se achi editing post lekar aaye or aap hamare article post ka use karte hue achi editing kar sake.

Agar apko hame kuch bhi editing se related puxhan ho ya batana ho to app is article post ke end Mein comment box mein apna cooment jarur drop kare hum apke comment kar jarur repay bhi denge thanks..

Anniversary template ke is par click kare👇

Download

Exit mobile version