Hey friends welcome my new article post fire ds is article post Mein apke liye new trending video editing with template apke liye lekar aaya hu friends aap is article post ko suru se lekar ke end tak ache se read kare aap bilkul asani se is tarh ka vide edit kar sakte ho.
Friends apko birthday video ko kis tarh se edit karna hai Mein apko step buly step apko bataunga apko hamare bataye gye step ko ache se Follow karna hai aap bilkul easy tarike se birthday video ko create kar sakte ho.
Friends apko birthday video ko edit karne ke liye sabse pahle to apko kinemaster apk ki jarurat hogi agar wo apke pass hai to thik nahi to apko isko play store se download kar lena hai. Agar apko fully unlock features ke sath se apk chaiye to aap hame bataye apko hum link provide karwa denge.
How to make birthday video with photo in kinemaster
Friends sabse pahle to apko kinemaster ko open kar lena hai fir apko plus ke icon par click karna hai ab apko 1:1ja,rario ko select karna hai ratio select kar lene ke baad apko media 6,7 image choose kar ke sabhi image ko ache se adjust kar lenai hai.
Ab apko sabhi image ke bich jo box is par click kar ke transtion effect add kar le ab apko sabhi image thodi thodi length badha kar ke video ki length 30 sec. Ho isliye apko image length thik se badhate.
Ab friends apko is video ko 1080p Mein export kar le jab tak video export na ho skip nahi kare video export hone ke Baad video gallery Mein save ho jayega.
Friends aab apko fir se plus ke icon par click karna hai fir apko 16:9 ratio ko select karna hai ab apko media se koi ek pic choose kar ke full screen background mein ache se adjust kar le ab apko image ko vintage ke option se image ko vintage kar lena hai.image ko vintage kar lene ke baad apko layer par click karna hai layer par click kar ke apko media se template ko choose kana hai template ko add kar ke template ko full screen kar lena hai
Ab apko background image ki length template jitni kar leni hai for apko video ko export kar lena hai ab friends apko fir se plus ke icon par click karna hai fir apko 16:9 ka ration select karna hai ab apko media se background add karna hai background ki length apko 30 sec tak kar ke layer se apko export video ko add kar lena hai.
Export video apko image with template wala hi add karna hai ab apko is video ko chora key green screen kar ke enable kar lena hai is se template green screen part hat jayega jo frame ke andar tha ab apko layer par click kar ke image wala export video template frame par crop se adjust kar ke template ko bring to front kar lena hai.
OK friends ab template song mute kar ke audio ke option se koi acha se birthday song add kar le ab friends song add karne ke baad ek baar vide oko pura play kar le koi bhi video edit Mein problem nahi hai to ab is video ko export kar le vide oko 1080p Mein export karna hai OK friends video export hone ke Baad apko video ready ho jayega. I hope friends apko ye article pasand aaya hoga friends apna comment is article ke comment box mein jarur kare
Birthday green screen template effect video video ko download karne ke liye apko is article post Mein niche download option jo hai apko is par clix kar ke is green screen template video ko download kar lena hai thaks for reading this article post.