Hey friends welcome my new article post, Dosto is article vpost Mein apko sikhaunga birthday video ko edit karna friends apko is article ko pura read karna hai.
Friends is article post Mein apko step by step apko sikhaunga birthday video edit karna friends bhut simple tarike se is article post ko read karne ke baad aap video ko edit kar sakte ho.
Friends apko is video ko edit karne ke liye apko kinemaster apk ki jarurat hogi friends kinemaster apk ko apko play store se download karna hai agar apko fully unlock kinemaster apk ki jarurat hai to aap muje comment box mein bataye Mein apko link provide karwa dunga.
How to make birthday video with green screen template
Friends sabse pahle apko apko kinemaster apk ko open kar lena hai iske baad apko plus ke icon par click karna hai fir apko 9:16 ka ratio ko select kar lena hai ab apko media 6 image choose kar lene hai ise baad apko sabhi image ko adjust kar ke equal karke adjust kar le.fir apko sabhi image Mein transition effect add kar lena hai fir apko sabhi image ki size ko thoda badha lena hai.video ki length 39 sec se jyada nahi ho jitne apke template length hai uske anusar apko video ki length rakhni hai.
Ab friends apko video ko 1080p Mein export kar lena hai fir apko kinemaster Mein fir se plus ke icon par click karna hai ab apko media se black background add kar ke background ko 30 sec ki length tak badha lena hai.
OK friends ab apko green screen template ko add kar lena template ko add kar ke template ko full screen kar lena hai ab apko templte par click kar kinemaster option se hum green screen chorma key enable kar lenge.
Friends ab apko layer ke option par click kar lena hai ab apko media se export video ko choose kar ke template ki frame Mein adjust kar lenge adjust karne ke liye video ko crop bhi kar sakte ho.
Video ko template frame Mein adjust karne ke baad apko template ko bring to front kar lena hai OK friends ab apko template song ko mute kar ke audio se koi song choose ke le jo apko is video mein add karna hai OK song lo add kar lene ke baad apko video ko ek baar play kar ke dekh lenea hai video edit Mein Koi bhi problem na ho vide oko 1080p Mein export kar le.
OK to apke is tarh se ye vide ready ho jayega I hope apko ye article pasand aaya hoga aap niche article post ke comment box mein jarur comment kar ke bataye.