How to use green screen video in kinemaster

Hey friends welcome my article post friends is article post Mein hum green screen video se video ko edit karna sikhenge. Lfr8emds agar apko green screen video ko use nahi karna aata hai aap is article post ko end tak pura read jarur kare.

Friends is article post Mein hum apko step by step sihayenge apko kis tarh se ye video ko edit karna hai.

Froe. Ds sabse pahle to aap play store se kinemaster apko download kar ke install kar lijiye agar apko fully unlock features ke sath ye kinemaster chaiye to aap hame cooment box mein bataye hum apko iski link bhi provide karwa denge.

Friends to chalo suru karte hai green screen video template se video edit karna. Friends aap is article post ko ache se pura jarur Read karna apko video edit. Ein koi tarh ki problem nahi aayegi.

How to use green screen video in kinemaster

Friends sabse pahle to apko kinemaster apk ko open kar lena hai fire apko plus ke icon par click karna hai iske baad apko media se 5,6image add kar leni hai image ko add karke sabhi image ko ache se adjust kar le ni hai.

Ab apko sabhi image ke andar transition effect add kar lena hai OK transition effect addd kar ne ke baad apko sabi image ki length ko badha leni hai video koi length 30 sec se jyada na ho isliye sabhi image ki length thodi si badha ni hai.

OK friends ab apko is video ko 720p Mein export kar lena hai export karne ke baad apko fir se plus ke icon par click kar na hai ab apko 16:9 ka ratio select karna hai ab apko media par click kar background add karna hai background length apko 30 sec tak kar lena hai.

Iske baad apko layer par click kar ke green screen template ko add kar lena hai template ko full screen kar ke template par click kare fir Chorma key enable kar le.

Ab apko layer par click kar ke media se export video ko add karna hai export video ko template ki first frame Mein add kar le add karne ke liye aap crop bhi kar sakte ho.ab freida apko for se layer par click kar gallery se ek pic choose kar le fir apko template ki second frame Mein ache se adjust kar lijiye.

Ab friends apko template sound mute kar ke audio se apne choice ke anusar koi song add kar lijiye ab friends jo image apne add ki iski length apko 30 sec tak kar leni hai.

OK friends ab video ko ek baar pura play karke check kar lijiye koi video edit Mein problem nahi hai to apko video 720p Mein export karna hai video export hone tak skip na kare vide oapkr gallery Mein save ho jayega.

To friends is tarh apke video edit ho jayega I hope apko article post jaura pasand aaya hoga, friends aap is article post par apna comment kar ke jarur ur bataye ye article post apko kesa laga, next article post ke liye aap yt editing zone par visit karte rahiye.

DOWNLOAD

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *