Hello friends welcome my new editing article post friends is article post Mein birthday video ko edit karna sikhaunga, friends agar apko bhi birthday video ko edit karna hai to apko apko is article post ko suru se end tak pura read karna hai aap ache 8s article post ko read karne ke baad ap video ko edit kar sakte ho.
Friends is article post Mein Jo bhi apko step by step bata rha hu wo apko Follow karna hai agar aap hamare bataye step ko follow karte ho to apko video ko edit karne Mein Koi. Bhi problem nahi aane wali hai.
Friends sabse pahle apko kinemaster play store se download kar lena hai agar apko fully unlock feature ke sath ye apk chaiye to app hame cooment box mein bataye hum apko link provide karwa denge.
How to make birthday video
Friends sabse pahle to apko kinemaster apk ko open kar lena hai uske baad apko 16:9 ka ratio ko select karna hai ab apko media se six image choose kar ke add kar leni hai ab apko sabhi image ko one by one adjust kar leni hai fir apko sabhi image Mein zoom out transition add karna hai.
Transition add karne ke baad apko sabhi image ki length 30 sec tak badha leni hai fir apko is video ko export kar lena hai jab tak video export nahi ho jata tab tak apko skip nahi karna hai.
Ab friends apko fir se plus ke icon par click karna hai fir apko 16:9 ko choose karna hai ab apko media se koi ek pic choose karna hai image background ko full screen adjust karne ke baad apko image ko vintage kar lena hai ab apko fx effect se blur ko add karna hai.
Ab friends apko layer par click kar media se template ko choose kar ke add kar lena hai ab apko template ko full screen kar blending se screen kar lena hai.
Ab friends apko layer par click kar ke media se export video ko add kar lena hai ab apko is video ko crop ke option se export video ko crop kar ke template ko frame Mein adjust kar lena hai ab template ko bring to front kar lena hai.
OK friends template ke sound ko mute kar ke audio ke option se new song add kar lenA hai ab friends video mein jo background image iski length bhi template ke acording badha lijiye ab friends is video ko ek baar play kar ke check kar le agar video edit Mein Koi problem nahi hai to ab video ko export kar lijiye is tarh apke ye video project ready ho jayega.
Template ko downlod karne ke liye niche jo download button hai apko is par click karna hai aap ache se is template ko download kar sakte ho 8hope apko ye article post pasand aaya hoga aap comment box mein comment jarur kare.