Wedding anniversary video editing in kinemaster

Hey friends welcome my youtube channel firemds is article post Mein apko anniversary video edit karna sikhaunga friends apko is article post ko suru se lekar pura end tak Read jarur karna hai.

Friends is article post Mein apko step by step apko sikhaunga friends aap is article ko read kar lene ke baad ache se video ko edit kar sakte ho.

Friends apko anniversary video ko edit karne ke liye apko kinemaster apk ko play store se download bkarna hoga agar apko fully unlock feature ke sath ye apk chaiye to aap hame cooment kar ke jarur kar ke bataye.

How to edit video in kinemaster

Friends sabse pahle to apko kinemaster apk ko open kar lena hai fir apko plus ke icon par click kar ke apko ratio 1:1 ka sele t kar le a hai for apko media se 5,6 image ko choose kar lena hai fir apko sabhi image adjust jar ke sabhi Mein transition effect add kar lean hai ab apko sabhi image ki length badjkar ke 30 sec tak kar leni hai.

Ab friend apko is video ko 1080p Mein export kar lena hai jab tak apka video export na ho tab tak apko skip nahi karna hai ye video apke gallery Mein save ho jayega.

Ab friends apko fir se plus ke icon par click karna hai fir apko 16:9 ka ratio select karna hai ab apko media se blackscreen background add kar ke background ko 30 sec tak badha lena hai ab apko layer par click kar media se anniversary template ko add karna hai.

Template link apko is article post ke end Mein mil jayegi ab apko template ko add karne ke baad apko template ko full screen kar lena hai ab apko ko blending ke option se screen kar lena hai.

Template ko screen kar lene ke baad apko layer par click karna hai iske baad apko media se export video ko add karna hai export video ko add karne ke baad apko template frame par video par set kar ke video ko send to back kar dena hai.

Ab friends apko template sound mute kar ke audio se koi song jo apko add karna hai wo song add kar lenge itna kar lene ke baad apko ek baar video ko pura play karke check kar lena hai agar video ko edit Mein Koi problem nahi hai to apko video ko export kar lena hai.

Is tarh friends apke ye video project ready ho jayega I hope friends apko ye article post jarur pasand aaya hoga aap is article post comment box mein comment kar ke bataye ki apko ye editing article post kesa laga.

DOWNLOAD

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *