Site icon YT Editing Zone

Anniversary trending video editing in kinemaster

Hey friends welcome my anniversary video editing article post, friends is article post Mein new trending anniversary video green template ka use kare ke kese banaye isi bare Mein hum janege.friends apko is article post ko pura read karna hai ache se read kar lene ke baad ye video aap ache se edit kar sakte ho.

Friends is article post Mein apko anniversary video ko kese edit karna hai sab kuch step by step sikhane wala hu albas apko bataye gye step ko follow karnA hoga fir apko kisi bhi tarh ki editing Mein problem nahi aane wali hai.

Friends apko anniversary video ko edit karne ke liye kinemaster apk ko play store se download karna hoga agar apko unlock feature ke sath ye apk chaiye to aap hame cooment kar ke bataye hum apko link apne social handle par apko provide karwa denge.

How to make anniversary video in kinemaster

Friends sabse pahle to apko kinemaster apk ko open kar lena hai fir apko plus ke icon par click kar 16:8 ke ratio ko select karna hai iske baad apko media se koi ek pic choose kar leni hai fir apko is pic ko full screen kar ke adjust kar leni hai iske baad apko image ko 30 sec tak length kar leni hai iske baad apko image ko vintage kar lena hai.

Fir friends apko fx effect par click karke blur ko add kar lena hai fir apko blur ko 6,7 tak setting se kar lena hai 8s ke baad apko blur ko full screen kar lena hai fir apko is video ko 1080p Mein export kar lena hai. Ok video export hone ke Baad video apke gallery Mein save ho jayega ab aage apko kya karna hai to janiye

Friends ab apko fir se plus ke icon par click karna hai or apko 16:9 ka ratio ko select karna hai iske baad apko media se blackscreen background add kar lena hai fir apko layer par click karna hai iske baad apko media se export video ko add kar ke video ko full screen kar lena hai l.

OK friends ab apko export vide opar click akr ke kinemaster option se Chorma key green screen enable kar lenge ab apka green screen part hat jayega ab friends apko layer par lcik kar ke media se jo pic add karna hai wo pahle apko first frame Mein add kar lijiye 5,6 image add kar ke first frame Mein ache se adjust kar lijiye fir apko leaf frame hai iske andar bhi apko is tarh layer par click kar ke image ko add kar lena hai.

Friends image add ho jane ke baad apko export video ka sound mute kar ke audio se new song add kar lijye is tarh apke video yha tak edit ho jane ke baad apko video ko play karke check kar lena hai agar video edit Mein Koi bhi problem nahi hai to apko video ko 1080p Mein export kar lena hai.

Friends is tarh apke anniversary video ready ho jayega I hope friends apko hamare ye article jarur pasand aaya hoga is article post Mein comment kar ke bataye apko hamara article post kesa laga thanks….

DOWNLOAD

Exit mobile version