Love video editing in kinemaster

Hey friends welcome my new love editing article post. Friends is article post Mein hum new trending love video editing karna sikhenge friends apko is article post ko suru se lekar end tak Read karna hai.

Friends apko is article post Mein step by step video ko edit karna sikhaunga Friends apko hum jo bhi video edit ke liye step bata rhe hai aap unko agar Follow karte hue video ko edit karne ge to apko koi tarh ki problem nahi aane wali hai.

Friends apko is tarh ke video ko edit karne ke liye sabse pahle to apko kinemaster apk ko install kar lena hoga ye apko play store par mil jayegi agar apko fully unlock kinemaster apk link chaiye to hame bataye comment box mein apko hum link provide karwa denge.

Love video editing in kinemaster

Friends sabse pahle to apko kinemaster apk ko open kar lena hai iske baad apko plus ke icon par click karna hai fir apko 16:9 ka ratio ko select kar lena hai fir apko media se koi ek pic choose kar ke pic ko full screen background mein add kar lenge fir apko is image ko achi tarh adjust karne ke baad apko image ko vintage kar lena hai.

Ab friends apko image ki length 30 sec tak kar lena hai fir apko layer par click kar ke media se love green template ko add karna hai. Friends is template ki link apko is article post ke end Mein mil jayegi fir apko template ko full screen kar lena hai ab apko template par click kar ke blending se screen kar lenge template ko

fir apko template sound mute kar ke koi audio song add kar lena hai ab apko is video ko 1080p Mein export kar lena hai.

OK friends ab apko jyada kuch nahi karna apko fir se plus ke icon par click kar ke 16:9 ka ratio select kar ke background black choose kar ke background add kar lena hai fir apko background length 30 sec kar ke fir se layer par click karna hai.

Ab apko layer par click kar ke apke export video ko add kar ke full screen kar lena hai ab apko green screen hattane ke liye chorma key enable kar lena hai.

Friends green screen template se remove ho jayega ab apko template frame Mein one by one image adjust kar ke template ko bring to front kar lena hai ab apko Chorma key colour adjust kar lena hai l.

Friends ek baar pura video edit ho jane ke baad apko video ko play kar ke check kar lena hai video edit Mein Koi bhi problem nahi hai to apko video ko 1080p Mein export kar lena hai is tarh friends apke video ready ho jayega.

I hope apko ye article post pasand aaya hoga friends apko hamri ye editing post kesi lagi aap hame post ke comment box mein comment kar ke jarur bataye.

DOWNLOAD

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *