Birthday video make with black screen template in kinemaster

Hey friends welcome my new article post friends is article post Mein apko black screen template se birthday video edit karna sikhaunga. Friends is article post ko ache se read kare.

Friends apko is template ka use kar ke birthday video ko banane ke liye apko kinemaster apk ko download karna hai ye apko play store se mil jayegi agar apko full unlock feature ke sath ye apk chaiye to hame bataye hum link bhi provide karwa denge.

Friends sabse pahle to apko kinemaster ko open kar lena hai fir apko plus ke icon par click kar ke media se apko 16:9 ka ratio ko select karna hai iske baad apko medai se koi ek pic add karni hai.

Iske baad apko image ko adjust kar ke background Mein set karni hai for apko vintage ke option se image ko vintage kar lena hai fir apko fx effect se blur ko add kar lena hai.blur ko setting se 6 tak kar ke full background par kae lena hai.

Ab apko layer image ki length 30 sec tak kar lena hai fir apko layer se apko media Mein jakar ke template add kar lena hai template link is post ke end Mein download link de rakhi hai usko download kar lijye.

Ab apko template ko full screen kar ke blending ke option se screen kar lena hai fir apko media se layer par click kar ke pic add kar lena hiai pic ko crop karke ke frame Mein adjust kar lijiye is tarh friends image add kar lena ke baad agar aap 5,6 image add akra chate to bhi kar sakte ho image ki length set kar le template ke according ok ab template sound mute kar ke new audio song add karna hai. Ok audio song add kar ke ek bar video ko play kar ke check kar le l.

Agar video edit Mein Koi problem nahi hai to video ko export kar lena video apke gallery Mein save ho jayega 8s tarh apke ye video project ready ho jayega.

I hope apko ye article post pasand aaya hoga aap hame comment kar ke bata sakte hai comment kane ke liye post ke end Mein comment box mein apna comment drop kare thanks……

DOWNLOAD

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *