Birthday video editing in kinemaster

Hey ffriends welcome my new article post friends apko is article post Mein birthday video ko kinemaster se kese banate hai apko bataunga friends apko is article vpost ko pura read karna hai.

Froends sabse pahle to apko play store se kinemaster apk ko download Kar lena agar apko fully unlock kinemaster apk chaiye to hame comment kar ke bataye hum apko link provide karwa denge.

Froends Mein Jo bhi apko step by step bata rha hu wo apko Follow karna hai agar aap hamare bataye gye step ko follow karte hai to apko video edit karne Mein Koi tarh ki problem nahi aayegi.

How to make birthday video

Friends sabse pahle to apko kinemaster apk ko open kar lean hai fir apko 1:1 ka ratio ko select kar lena hai for apko medai se 5,6 pic choose kar ke add kar lijiye fir apko one by one sabhi image Mein transition effect add kar lena hai ab apko sabhi image ki length thodi thodi badha lijiye video ki length 30 sec se jyada nahi hona chaiye.ab apko video ko 1080p Mein export kar lena hai.

Ab friends apko plus ke icon par click karna hai fir apko 16:9bka ratio ko select karna hai fir apko media se koi ek pic choose kar ke background Mein add karna hai Image ki length 30 sec tak kar lena haiab apko image ko vintage kar lena hai fir apko fx effect se blur ko add kar ke blur ko setting se 6 tak kar lena hai.

OK friends ab apko blur ko background image par full screen kar lena hai fir apko layer par click kar ke birthday template ko add kar lena hai fir apko template full screen kar ke template olko blending ke option se screen kar lena hai.

OK friends ab apko layer par click kar ke media se export video ko template frame Mein add kar lena hai fir template frame mein add kar ke template ko bring to front kar lena hai fir apko layer se koi ek pic add kar ke template ki second frame Mein add kar lena hai image ki length 30 sec kar lena hai.

Ab apko template sound mute kar ke new audio song add karna hai. Fir apko ek baar video ko play kar ke check kar le video edit Mein Koi problem nahi hai to video ko export kar lena hai is, tarh apke ye video project ready ho jayega.

DOWNLOAD

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *