Hey friends welcome new article post friends agar apko anniversary video edit karna hai to apke liye ye post usefull hai friends anniversary video edit karne ke liye apko is article post Mein Jo bhi bata rha hu wo step apko Follow karna hai.
Aap hamare bataye gye step ko follow kar ke bhut asani se anniversary video ko creat kar sakte ho friends apko anniversary video ko edit karne ke liye apko kinemaster apk ki jarurat hogi apko ye apk play store se download kar leni hai.
Friends agar apko fully unlock kinemaster apk chaiye to aap hame bataye hum apko link bhi provide karwa denge.fr9ends aap bhut easliy is apk ko download kar ke use kar payenge.
How to edit video in kinemaster
Friends sabse pahle to apko kinemaster ko open kar lena hai fir apko plus ke icon par click karna hai ab apko 16:9 ka ratio ko select kar lena hai fir apko media se 5,6 pic add kar lena hai.ab apko sabhi image ko adjust kar ke transition effect add kar lena hai fir apko sabhi image ki length badhakar ke 30 sec kar lena hai.
Ab apko is video ko export kar lena hai ab apko fir se plus ke icon par click karna hai fir apko 16:9ka ratio ko select kar lena hai ab apko media se koi ek pic add kar leni hai iske baad apko image ko background mein ache se add kar ke 8mage ko 30 sec tak kar lena hai fir apko image ko vintage kar lena hai l image ko vintage kar ke fx effect se blur ko add kar lena hai.
Friends ab apko layer Apr click kar ke anniversary template ko add kar lena hai fir apko template ko full screen kar lena hai fir template ko blending screen kr lena hai ab friends layer par click kar ke medai se export vide oko add kar ke template ki first frame Mein video ko kladd kar lena hai.
Ab apko fir se layer par click kar ke media cse koi ek pic add kar ke template ki second frame ke andar image add kar lena hai ache se adjust kar lene ke baad template ko bring to front kar lena hai aap ab audio se new song add karna chate ho kar sakte ho add 8mage ki length 30 sec Karl ijye fir apko video play kar ke check kar le video edit Mein Koi problem nahi hai to video ko export kar lena hai.
Is tarh apke anniversary video edit ho jayega I hope apko ye article post pasand aaya hoga friends apko hamri ye editing post kesi lagi aap hame post ke comment box mein comment kar ke jarur bataye thanks…