Hey friends welcome my new article post friends apko is article post Mein birthday video edit karna sikhaunga fiends apko is article post ko pura read karna hai.
Friends apko jo bhi is post Mein step by step apko bataunga wo apko Follow karna hai agar aap hamare bataye gye step ko follow karte hai to apko video ko edit karne Mein Koi problem nahi aayegi.
Friends apko birthday video ko edit karne ke liye kinemaster apk ko play store se download kar lena hai friends agar apko fully unlock feature ke sath ye apk chaiye to aap hame bataye hum apko jarur link provide karwa denge.
How to edit birthday video
Friends sabse pahle to apko kinemaster apk ko open kar lena hai fir apko 9:16 ka ratio ko select kar lena hai fir apko media se 5,6 pic choose kar leni hai ab apko sabhi image ke bich transition effect add kar lena hai OK ab apko sabhi image ki thodi thodi length badha leni hai OK video ki length 30 sec se jyada nahi hone dena hai.
OK friends ab apko is video ko 1080p Mein export kar lena hai jab tak apke video export nahi ho tab tak apko skip nahi karna hai OK friends video ke export ho jane ke baad apko fir se plus ke icon par click karna hai.
OK friends ab apko 16:9 ka ratio ko select karna hai fir apko media se koi ek pic background ke liye add kar lijiye fir apko image ki length 30 sec tak kar lena hai ab apko image ko vintage kar lena hai fir apko fx effect se blur ko add kar ke background image par full kar ke setting se blur ko 3 tak kar lena hai.
Ab ffriends apko layer par click kar ke media se birthday template ko add kar lena hai friends hum apko link is article post Mein provide karwa denge apko is ko download kar lena hai.
Friends ab apko template ko full screen kar lena hai ab apko blending ke option se template ko screen kar lena hai ab friends apko layer par click kar ke media se export video ko add kar ke template ki first frame hai is ke andar is export video ko adjust crop karke set kar lena hai ab friends apko template ko bring to front kar lena hai.
OK friends ab apko fir se layer par click kar ke media se koi ek pic choose karke template ki circle frame hai iske andar is image ko add karne liye image ko crop se circle shape Mein crop kar frame Mein set kar denge ab template ko bring to front kar lena hai.
Friends ab apko template sound mute kar ke audio se birthday song add kar lena hai ab friends image ki length ko 30 sec tak kar lena hai ek baar pura video ko check kar lena hai agar video edit Mein Koi problem nahi hai to video ko export kar lena hai.
Is tarh apke birthday video edit hokar ready ho jayega I hope friends apko hamara ye article post pasand aaya hoga friends apko hamri ye editing post kesi lagi aap hame post ke comment box mein comment kar ke jarur bataye thanks…..