New trending video editing in kinemaster//Birthday video editing

Hey friends welcome my new article post friends is article post Mein apko Mein birthday video edit karna sikhaunga friends apko agar is tarh ka birthday video edit karna hai to ye article post apke liye hai.

Friends apko is article ko end tak Read karna hai Mein apko jo bhi step by step bata rha hu wo apko Follow karna hai agar aap hamare bataye gye step ko follow karenge to apko video kare mein koi problem nahi aane wali hai.

Friends apko is tarh ka video ko edit karne ke liye apko kinemaster apk ki jarurat hogi agar apke pass nahi hai to aap isko play store se download kar sakte hai.

How to make birthday video

Froends sabse pahle to apko kinemaster open kark e plus ke icon par click karna hai fir apko 1:1rstio ko select kar ke media se 5,6 image add kar leni hsi fir apko sabhi image Mein transition effect add kar lena hai fir apko sabhi image ko thodi length badhakar ke 30 sec tak video ki length jar lena hai.

Ab apko is video ko 1080p Mein export kar lena hai ok ab friends apko fir se plus ke icon par click karna fir apko 16:9 ka ratio select kar lena hai ab apko media se koi ek pic choose kar ke image ko ache se adjust kar ke equal kar ke set kar lenge image ko background mein adjust kar ne ke baad 8mage ko vintage kar ke length image ki 30 sec kar denge ab fx effect se blur add kar denge.

Ab apko background length 30 sec tak kar lena hai fir apko layer par click kar ke se template add karna hai fir apko template ko full screen karke blending ke option Mein jakar ke screen kar lena hai.

Ab friends apko layer par click kar ke export video media se select kar ke add kar lena hai fir apko video ko crop se circle shape Mein crop kar lenge ab apko frame ke andar video ko adjust kar ke template ko bring to front kar lena hai.

OK ab apko layer par click kar ke medai se koi ek pic choose karna hai pic ko add karke crop se image ko circle shape Mein crop kar lenge ab template ki 2nd frame ke andar adjust karne ke liye image size kam kar ke frmae Mein add kar lena hai ab apko template ko bring to front kar lena hai

Ok friends ab apko image ki length 30 sec tak kar lena hai fir apko agar new audio song add karna hai to apko template sound ko mute kar ke audio se new song add kar sakte ho.

OK friends ab ek baar video ko play kar ke check kar lijiyr agar video edit Mein Koi problem nahi hai to video ko export kar lena hai. Is tarh apka ye video read ho jayega I hope friends apko hamara ye article post pasand aaya hoga friends apko hamri ye editing post kesi lagi aap hame post ke comment box mein comment kar ke jarur bataye thanks……..

DOWNLOAD

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *