How to make love video with green screen template

Hey ffriends welcome my new article post friends is article post Mein apko love video kinemaster se kese edit karna hai iske bare ein bataunga friends apko love green screen template ka use karne kese love video edit karna hai Mein bataunga.

Frie ds apko is article post ko suru se lekar ke end tak Read karna hai Mein apko step by step video ko edit karna sikhaunga OK friends to sabse pahle apko kya karna hai.

Froends apko sabse pahle to apko kinemaster apk ko play store se download kar lena hai for agar apko fully unlock features ke sath kinemaster apk chaiye to aap hae bataye hum apko link provide karwa denge.

Friends sabse pahle to apko kinemaster ko open kar lena hai dlfir apko plus ke icon par click karna hai is ke baad apko 16:9 ka ratio ko select kar. A hai fir apko media se koi ek pic choose kar ke background Mein ache se adjust kar lena hai.

OK ab friends apko background image ki lenth 30 sec kark e image ko vintage kar lena hai fir apko fx effect se blur add kar lena hai ab apko ur ko background par full kar lena hai.

Ab apko layer par click kar ke media se love green screen template ko add kar lena hai ab apko template ko full screen kar lena hai fir apko template ko blending ke option se screen kar lena hai.

OK ab friends apko is video ko 1080p Mein export kar lena hai export hone ke Baad apko fir se plus ke icon par click karna hai ab apko 16:9 ka ratio ko select kar ke background add karke background ko 30 sec tak kar lena hai fir apko layer par click kar ke media export video ko add kar lena hai ab apko video par click kar ke Chorma key green screen enable kar lena hai.

OK friends ab apko layer par click kar ke media se koi ek pic choose kar ke video ki first frame Mein add kar lena hai agar aapko ek se jyada image ko add kar a hai to aap layer se pic choose kar ke add kar sakte hai.

OK friends ab is add image ki length 30 sec tak kar lena hai for apko template ki second frame ke andar layer par click kar ke media se pic choose kar ke template ki 2nd frame Mein image ko add kar lena hai OK image ki length 30 sec tak kar lena hai.

OK ab friends apko video ka background music mute kar ke audio se koi song add kar lijiye OK ab apko is video ko 1080p Mein export kar lena hai is tarh apke video gallery Mein save ho jayega I hope friends apko ye post pasand aaya hoga friends apko hamri ye editing post kesi lagi aap hame post ke comment box mein comment kar ke jarur bataye thanks..

DOWNLOAD

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *