Birthday light effect video editing in kinemaster

Hey friends welcome new article post friends apko is article post Mein birthday light effect template se birthday video ko edit karna sikhaunga froends apko agar birthday video ko edit karna hai to apke liye ye post useful rahegi.

Friends apko is article post Mein birthday light effect video kinemaster se kese banaye sab kuch apko step by step sikhaunga apko bas is post ko suru se end tak Read karna hai.

Friends apko is tarh birthday video ko edit karne ke liye sabse pahle to kinemaster pak ki jarurat hogi wo apko play store par mil jayegi agar fully 8nlock apk kinemaster apko chaiye to aap hame bataye hum apko uski link bhi provide karwa denge.

How to make light effect birthday video

Froends sabse pahle to apko kinemaster apk ko open kar lena hai for apko plus ke icon par click kar ke 16:9 ratio ko choose karna hai for apko media se koi ek background ke liye pic ko choose kar lena hai.

For apko background image ko ache se background mein adjust kar lena hai fir apko image adjust karne ke baad apko image ko vintage kar lena hai fir apko image ko vintage karne ke baad apko fx effect se blur ko add kar le a hai OK ab apko blur ko full screen kar ke background image ki lenth ko 20 sec tak kar lena hai.

OK friends ab apko birthday light effect template ko add karna hai iske liye apko layer wale option par click kar ke media se birthday template ko select kar lena hai 8ski link apko is article post ek end Mein hamne provide karwa di hai apko yha se download kar lena hai OK ab friends template ko full screen kar lena hai.

Friends template ko full screen kar lene ke baad apko template par for se click karna hai fir apko template ko blending se screen kar lena hai OK template apke screen ho jane ke baad apko layer par click kar ke media se koi ek pic choose kar ke add kar lijiye.

Pic ko add kar ke pic ko crop ke option se crop kar ke size set kark e template frame Mein adjust kar lenge ab apko template ko bring to front kar lena hai OK is tarh aap 5,6 apke anusar kuch pic add kar lijye l.

OK friends ab apko sabhi image ki thodi thodi length badhakar ke template length ke anusar set kar lena hai OK friends ab ek baar appka video play kar ke check kar le video edit Mein Koi problem nahi hai to video ko export kar lena hai.

Friends jab tak apke video export nahi ho tab tak apko skip nahi karna hai is tarh apke video gallery Mein save ho jayega I hope friends apko ye article post pasand aaya hoga friends apko hamri ye editing post kesi lagi aap hame post ke comment box mein comment kar ke jarur bataye thanks..

DOWNLOAD

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *