How to make birthday video editing

Hey friends welcome my new article post friends apko is article post se birthday video ko edit karna sikhaunga friends is article post ko pura read kijiye friends agar aap is article post ko pura read karenge to apko video edit karne Mein Koi bhi problem nahi aayegi.

Friends jo bhi apko Mein step by step bata rha hu wo apko Follow karna hai agar aap hamare bataye gye step ka Sahi se Follow karenge to apko video edit karne Mein kisi tarh ki koi problem nahi aayegi.

Froends apko sabse pahle to kinemaster apk ko play store se download kar le a hai agar apko fully unlock feature ke sath ye apk chaiye to aap hame bataye hum apko link provide karwa denge

Birthday video editing

Friends sabse pahle vto apko kinemaster apk ko open kar lena hai for apko plus ke icon par click kar lena hai ab apko 9:16 ka ratio ko choose kar lena hai fir apko media se 6,7 pic add kar ke sabhi image ko ache se set kar lena hai ab apko sabhi image Mein one by one transition effects add kar lena hai.

OK ab friends apko one by one sabhi image ki length thodi thodi badhakar apko video ki length 30 sec kar lena hai ab apko video ko 1080 p Mein export kar lena hai OK friends ab apko fir se plus ke icon par click kar ke 16:9 ka ratio ko select kar lena hai OK ratio ko select kar ke apko media se koi ek pic choose kar lena hai.

Pic ko add karne ke baad pic ko background mein ache se adjust kar lena hai fir apko image length 30 sec tak kar lena hai ab apko image ko vintage kar lena hai fir apko fx effect se blur add kar lena hai.

OK friends ab apko plus ke icon par click kar ke media se birthday template ko add kar lena hai fir apko template ko blending ke option se screen kar lena hai ab apko layer par click kar ke media se export video ko choose kar lena hai export video ko crop se Crop kar ke frame ke anusar size adjust kar ke template frame Mein export video ko set kar lena hai. Is tarh friends apke ye video itna edit ho jane ke baad apko template ka sound ko mute kar lena hai.

Template sound mute kar ke audio se birthday song add kar lena hai ab apko ek baar video ko play kar ke check kar le video edit Mein Koi problem nahi hai to video ko export kar lena hai jab tak video export nahi ho tab tak apko skip nahi karna hai is tarh friends apka video ready ho jayega or apke video gallery Mein save ho jayega.

I hope apko ye article post pasand aaya hoga friends apko hamri ye editing post kesi lagi aap hame post ke comment box mein comment kar ke jarur bataye thanks…..

DOWNLOAD

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *