Love video maker by kinemaster

Hey friends welcome my new love editing article post friends is article Mein hum love video editing sikhenge friends apko is article post ko end tak ache se read karna hai agar aap is article post ko end tak ache se read karne ge to apko video edit Mein Koi tarh ki problem nahi aayegi.

Friends is post Mein apko love video kese edit karna hai step by step apko edit karna sikhaunga Friends apko hum jo step bata rhe wo apko Follow karte hue video ko edit karna hai.

Friends apko love video ko edit karne ke liye apko kinemaster apk ki jarurat hogi ye apk apko play store se download kar lena hai agar apko unlock feature ke sath kinemaster apk chaiye to aap hame comment box mein comment kar ke jarur bataye hum apko link provide karwa denge.

Love video editing

Friends love video ko edit karne ke liye apko sabse pahle to kinemaster ap ko open kar lena hai ab apko 9:16 ka ratio ko select kar lena hai fir apko media se 5 image ko choose kar ke sabhi image ko one by 9ne equal karke set kijiye.

fir apko sabhi image Mein apko transition effect add kar lena hai transition effect apko one by one sabhi image ke andar add karna hai fir apko one by one sabhi image ki length badhakar ke video ki length 30 sec tak kar ke video ko export kar lena hai.

Ab apko fir se plus ke icon par click karna hai iske baad apko 16:9 ratio ko choose kar lena hai iske baad apko media se koi ek pic choose kar lena hai ab apko image ko background mein adjust kar ke fit screen adjust ka lena hai.

Friends iske baad apko image ko vintage kar lena hai fir apko image length 30 sec kar ke fx effect se blur ko add kar lena hai ab apko blur ko full screen kar ke blur ko setting se 4 tak kar lena hai.

Friends ab apko layer par click karna hai iske baad apko media se love template ko add kar lena hai is ke baad apko template ko full screen kar ke blending se screen kar lena hai ab apko fir se layer par click kar ke media se export video ko add kar lena hai ab apko export video ko template 1 St frame ke andar v ko add kijiye add karne ke liye aap video ki size set kare agar video frmae Mein set nahi ho rha hai to crop ke option se Crop bhi kijiye.ab friends video ko frame ke andar set kar ke template ko bring to front kar lena.

Is ke baad apko template sound mute kar ke audio se koi love song bhi add kar lijiye OK ab apko fir se layer par click kar ke medai se koi ek pic ko choose kar ke pic ko circle shape Mein crop kar ke template ke circle frame image ko add kar dijiye.

OK froends ab ek baar video ko play kar ke check kar lijiye agar video edit Mein Koi problem nahi hai to video ko export kar lena hai video jab tak pura export nahi ho tab tak apko skip nahi karna hai is tarh apke video gallery Mein save ho jayega I hope friends apko ye article post pasand aaya hoga friends apko hamri ye editing post kesi lagi aap hame post ke comment box mein comment kar ke jarur bataye thanks…

DOWNLOAD

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *