How to make trending video by kinemaster

Hey friends welcome my new article post dosti is article post Mein apko new birthday video ko edit karna sikhane wala hu friends apko har tah ki editing se releted video yt editing zone par milte rahenge.

Friends apko is article ko pura read karna hai hum jo bhi step apko batayenge wo apko Follow karna hai agar aap hamare bataye gye step ko ache se Follow karenge to apke video edit Mein Koi tarh ki problem nahi aayegi.

Friends apko sabse pahle to kinemaster apk ko play Mein jakar ke download kar lena, hai agar unlock feature ke sath agar apk chaiye to bhi aap hame comment box mein bata sakte ho. Hum apko link provide karwa denge.

Photo with editing in kinemaster

Friends birthday video ko edit karne ke liye sabse pahle to apko kinemaster apk ko open kar lena hai fir apko plus ke icon par click kar ke 16:9 ka ratio ko choose kar lena hai ab apko media se 7,8 pic choose kar leni hai is ke baad apko one by one sabhi image ko ache se set kar lena hai.

Fir aapko sabhi image image transition effect zoom out ko one by one add kar lena hai ab apko one by 9ne image ki length badhakar ke video ki length 30 sec tak kar lena hai.

OK ab video ko apko 1080p Mein export kar lena, hai jab tak apka video pura export nahi ho jata tab tak apko skip nahi karna hai agar skip karenge to fir se apko export kamra padega.

Friends apko ab video ke export kar lene ke baad fir se plus ke icon par click kar ke 16:9 ka ratio ko select karna hai fir apko media se koi ek pic choose kar ke background Mein ache se adjust kar lena hai image ki length ko 30 sex kar lena hai.

Ab apko image par click kar ke image ko vintage kar lena hai fir apko layer par click kar ke media se blur effect add kar lena hai ab apko blur effect ko setting se 4 tak kar lena hai OK ab friends blur ko screen par full kar lena hai OK friends ab apko layer par click kar ke media se template ko add kar lena hai.

Friends apko template link is article ke end Mein provide karwa di hai apko isko download kar lena hai OK template ko add kar ne ke baad fir se template video par click kar ke template ko full screen kar lena hai.

Template ko full screen kar lene ke baad apko template ko blending ke option se screen kar lena hai fir apko template sound mute ki jagh koi dusra song add karna ho to template sound mute kar ke new audio song se audio add kar sakte hai.

Fir apko layer par click kar ke export video jo hamne first step Mein ready kiya tha usko yha par add kar ke template frame Mein crop kar ke size ko adjust kar ke add kar lena hai fir video ko frame Mein add karne ke baad template ko bring to front kar lena hai OK ab friends apko layer se new photo ko choose kar lena hai or template ki jo 2nd frame hai iske andar image ko add Ae lena hai.

OK friends ab add ki gai image ko template background ke anusar length kar lena hai OK friends ab ek baar video ko play kar ke check kar le video edit Mein Koi problem nahi hai to video ko export kar lena hai is tarh apke video gallery Mein save ho jayega I hope friends apko ye article post pasand aaya hoga friends apko hamri ye editing post kesi lagi aap hame post ke comment box mein comment kar ke jarur bataye thanks…..

DOWNLOAD

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *