Hey friends welcome my new article post dosto is article post Mein apko new trending video editing kinemaster se kese karte hai wo bataunga agar friends apko new trending anniversary video ko edit karna hai to apke liye ye post kafi use ful rahega.
Friends is article post Mein apko jo bhi Mein step by step bata rha hu usko apko Follow karna hai agar aap hamare bataye gye step ko follow karte hai to apke video edit Mein Koi problem nahi aane wali.
Friends is tarh ki editing me liye apko kinemaster apk ki jarurat hogi is apk ko apko play store se download kar lena hai agar apko unlock features ke sath kinemaster apk chaiye to aap hame bata sakte hai hum apko link provide karwa denge.
How to edit video
Friends sabse pahle to apko kinemaster apk ko open kar lena hai OK for apko plus ke icon par click kar lena hai iske baad apko 9:16 ka ratio select kar ke media se kuch image select kar leni hai OK fir apko sabhi image Mein one by one transition effects add kar lena hai OK fir apko sabhi image ki length thodi thodi badhakar ke video length 30 se kar lena hai.
OK friends ab apko fir se plus ke icon par click karna hai ab apko media se koi ek pic ko choose kar lena hai pc ko ache se background mein sect kar lena hai pic ki length ko 30 sec kar ke pic ko vintage kar lena hai hai ab apko fx effect se blur ko add kar ke background image par full kar ke blur ko setting kse 3 tak kar lena hai.
OK friends ab apko layer par click kar ke media se anniversary template ko add kar lena hai is template ki link apko is article post ke end Mein mil jayegi OK template ko full screen kar ke template ko blending ke option se screen kar lena hai.
OK froends ab apko layer par click kar ke media se export video ko select kar ke template frame Mein set kar lena hai template mein video ko set karne ke liye aap size adjust kar ke video ko crop bhi kar sakte hai OK ab apko template frame Mein video ko add karne ke baad apko video ko bring to front kar lena hai.
Ok friends ab apko layer par click kar ke media se koi ek pic ko choose kar ke template ki 2nd circle frame ke andar image ko add karna hai image ko circle Mein add karne ke liye apko image ko crop ke option se image ko circle Mein crop kar lena hai or template ke frame Mein set kar lena hai is tarh itna edit kar lene ke baad apko fir se template par click kar ke ke template sound ko mute kar lena hai.
OK ab friends audio se apne choice se song select kar ke add kar lijiye ab ek ek baar video ko play kar ke check kar le video edit Mein Koi problem nahi hai to video ko export kar lena hai is tarh apke video gallery Mein save ho jayega I hope friends apko ye article post pasand aaya hoga friends apko hamri ye editing post kesi lagi aap hame post ke comment box mein comment kar ke jarur bataye thanks…