How to make anniversary video in kinemaster

hey friends welcome my new editing article post dosto is editing post Mein apko anniversary video edit karna sikhaunga Friends apko is post ko suru se lekar end tak ache se read karna hai.

Friends apko anniversary video ko edit karne ke liye apko jo bhi step by step bataunga apko usko Follow karte hue video ko edit karna hai agar aap hamare bataye gye step ke anusar video ko edit karenge to apko video edit Mein Koi problem nahi aane wali.

Friends apko sabse pahle kinemaster apk ko download karna hai isko apko play store se download kar lenA hai agar fully unlock apk ki jarurat hai to aap hame comment kar bataye hum apko link provide karwa denge

How to edit video

Friends sabse pahle to apko kinemaster apk ko open kar lena hai fir apko plus ke icon par click karna hai ab apko media ke option se koi ek pic choose kar ke background Mein add kar leni hai fir apko image ko background mein ache se adjust kar ke image ko background mein full screen kar lena hai ab apko image ki length 30 sec kar ke image ko vintage kar lena hai.

OK friends image ko vintage kar lene ke baad apko fx effect se blur ko add kar lena hai fir apko blur ko setting se 4 tak kar lena hai iske baad apko blur kofull screen kar lena hai.

OK friends ab apko layer par click kar ke media se green screen template ko add kar lena hai fir template ko full screen kar lena hai ab apko template par click kar ke template ko blending ke option se screen kar lena hai ab apko template sound ko mute kar lena hai 9k ab apko is video ko 1080p Mein export kar lena hai l.

OK friends ab apko fir se plus ke icon par click karna hai fir apko 16:9 ka ratio ko select kar ke media se background ko add kar lena hai fir apko background length 30 sec kar ke layer ke option se media se apko export video ko add kar lena hai ab apko export video par click kar ke Chorma key ko enable kar lena hai.

OK friends Chorma key enable karne ke baad apko fir layer par click kar ke media se pic ko select kar ke blank frmae ke andar apko image ko add kar lena hai ab is tarh apko 4,5 image ko add kar ke length ko set kar ke one by one sabhi image ko frame Mein set kar lena hai fir apko template ko bring to front kar lena hai.

OK friends ab apko audio ke option se koi ek song choose kar add kar lena hai OK friends ab ek baar video ko play kar ke check kar le video edit Mein Koi problem nahi hai to video ko export kar lena hai. Jab tak apke video export nahi ho tab tak apko skip nahi karna hai is tarh apke video gallery Mein save ho jayega.

Firneds I hope apko ye article post pasand aaya hoga friends apko hamri ye editing post kesi lagi aap hame post ke comment box mein comment kar ke jarur bataye thanks…

DOWNLOAD

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *