Site icon YT Editing Zone

Anniversary video editing in kinemaster

Hey friends welcome my new article post dosto is article post Mein apko anniversary video ko kinemaster se edit karna sikhaunga.friends apko is article post ko ache se read karna hai.

Friends is post Mein apko step by step video ko edit karna sikhaunga apko hamare bataye gye step ko follow karnA hai agar aap hare bataye gye step ko follow karte hai to apko video ko edit karne Mein Koi tarh ki problem nahi Anne wali.

Dosto apko is tark ka video ko edit karne ke oye apko kinemaster apk ki jarurat hogi kinemaster apk apko play store se download kar lena hai agar apko fully unlock feature ki jarurat hai to app hame bataye hum apko link provide karwa denge.

How to edit anniversary video

Friends sabse pahle to apko kinemaster ko open kar lena hai fir apko plus ke icon par click kar ke apko 1:1 ka ratio ko select kar lena hai fir apko media se 5,6 pic add kar lena hai.

iske baad apko sabhi image one by one adjust kar ke sabhi image Mein apko transition effect add kar lena hai sabhi image ki one by one length badhakar ke video ki length 30 sec tak kar lena hai OK ab apko is video ko export kar lena hai

Ab ffriends apko fir se plus ke icon par click kar ke 16:9 ka ratio ko select karna hai fir apko media se koi ek pic choose kar ke background Mein add kar lena hai ab apko image ko ache se set kark keimag3 lenth 30 sec tak kar lena hai OK ab apko image ko vintage ke option se vintage kar lena hai.

Image ko vintage karne ke baad apko fx effect se blur ko add kar lena hai blur add kar ke apko blur ko setting se 4 tak badha lena hai fr apko layer par click kar ke media se anniversary template ko add kar lena hai iski link apko is article post ke end Mein provide karwa di gai apko yha se isko download kar lena hai.

Ab friends apko template ko full screen kar ke template ko blending ke option se screen kar lena hai OK friends ab apko layer par click kar ke media se apka export video ko select kar lena hai video add khone ke baad apko video ko crop ke option se circle crop kar lena hai fir apko video ko template ki circle frame ke andar video ko add kar lena hai.

Ab apko template ko bring to front kar lena hai OK friends ab apko fir se layer par click kar ke media se koi ek pic choose kar lena hai pic choose kar ke apko template ki 2nd frame ke andar image ko crop kar ke adjust kar lena hai.

Isi tarh apko fir se layer par click kar ke media se koi ek pic choose karni hai fir apko pic ko add ko frame Mein add karne ke liye apko pic ko heart shape Mein crop kar lenge fir iske template ke heart frame Mein crop kar ke size adjust kar ke set kar lenge ab apko template ko bring to front kar lena hai.

OK friends ab itna kar lena ke baad apko sabhi image ki length jo hamne frame Mein add ki inki lentgh badhakar ke template length ke anusar kar lenge OK ab friends apko template ka sound mute kar ke audio se apni choice se koi ek song choose kar ke add kar lijiye OK froends ab ek baar video ko play kar ke check kar le video edit Mein Koi problem nahi hai to video ko export kar lena hai.

Friends I hope apko ye article post pasand aaya hoga friends apko hamri ye editing post kesi lagi aap hame post ke comment box mein comment kar ke jarur bataye thanks…

DOWNLOAD

Exit mobile version