Site icon YT Editing Zone

How to make love video with Aveeplayer template in kinemaster

Hey friends welcome my new article post dosto is article post Mein apko Aveeplayer template se video ko edit karna, sikhaunga dosto apko is article post ko suru se lekar ke end tak apko ache se ready karna hai.

Friends apko Mein step by step ache se bataunga ki apko ye video edit karna kese hai friends apko hamare bataye gye sabhi step ko ache se Follow karna hai agar aap hare bataye gyr step ko ache se Follow karenge to apko video edit Mein Koi problem nahi aayegi.

Friends apko video edit karne ke liye apko kinemaster apk ki jarurat hogi agar apko fully unlock kinemaster apk ki jarurat hai to apko hame comment box mein bata dijiye hum apko apk ki link provide karwa denge.

How to make video with template

Friends apko sabse pahle to kinemaster apk ko open kar lena hai for apko 16:9 ka ratio ko select kar lena hai ab apko media se 5,6 pic choose kar lena hai ab apko sabhi image ko ache se Centre Mein adjust kijye iske liye apko crop ke option Mein jakar ke image ko set karke equal kar lena hai one by one sabhi image ko adjust kar lene ke baad apko sabhi image ki length thodi thodi badha leni hai.

OK friends ab apko video ki length 30 sec tak kar ke video ko export kar lena hai OK friends video ke export ho jane ke baad apko fir se plus ke icon par click karna hai ab apko 16:9 ka ratio ko select kar ke media se koi ek pic choose karni hai pic ko add kar ke background Mein ache se set kar lena hai OK friends ab apko image ko vintage ke option se se vintage enable kar lena hai.

OK friends ab apko fex effect se blur effect add kar lena hai fir apko blur size full background ke upar kar ke setting se blur ko 3 tak kar lena hai OK ab apko is image ki length ko 30 sec tak kar lena hai.

Froends ab apko layer par click kar ke media se template ko add kar lena hai template link capko is article post ke end Mein mil jayegi apko download kar lena hai OK fir apko template ko add kar lene ke baad apko template ko full screen kar lena hai fir apko layer ke option par click kar ke media se apko export video ko add kar lena hai export video ko crop ke option se frame ke according crop kar ke template frame Mein St kar lena hai.

Fir apko template ko bring to front kar lena hai OK ab apko extra part ho to apko trim to right kar ke koi part trim kar sakte ho fir apko template sound mute kar ke audio ke option se koi apne choice se song add kar lijiye ab apko ek baar video ko play kar ke check kar le video edit Mein Koi problem nahi hai to video ko export kar lena hai.

Jab tak video export nahi ho tab tak apko skip nahi karna hai is tarh apke video gallery Mein save ho jayega I hope friends apko ye article post pasand aaya hoga friends apko hamri ye editing post kesi lagi aap hame post ke comment box mein comment kar ke jarur bataye thanks..

DOWNLOAD

Exit mobile version