Love video maker with light effect template

Hey friends welcome my new editing article post dosto is article post Mein apko love light effect template se video ko edit karna sikhaunga Friends is article post ko apko suru se end tak Read karna hai.

Friends Mein apko step by step video ko edit karna bataunga agar aap hamare bataye gye step ko follow karte hai to apko video edit Mein Koi problem nahi aayegi.

Friends apko is tarh ka video ko edit karne ke liye apko kinemaster apk ki jarurat hogi ye apk apko play store se mil jayegi aap usko download kar lijiye agar apko fully unlock feature ke sath ye apk chaiye to aap hame bataye hum apko link provide karwa denge.

How to make video with light effect template

Friends sabse pahle to apko kinemaster apk ko open kar lenA hai fir apko plus ke icon par click kar ke apko 1:1 ka ratio ko select kar lena, hai ab apko media, se 5,6 image ko choose kar ke one by one image ko set karna hai fir apko sabhi Mein one by one transition effect add kar lena hai.

Transition effect ko add karne ke baad apko sabhi image ki one by one length length bahkar ke video ki length 30sec kar lena hai ab apko video ko 1080p Mein export kar lena hai fir apko fir se plus ke icon par click kar ke 16:9 ka ratio ko select kar lena hai.

Ab apko ratio ko select kar lene ke baad apko media se koi ek pic choose kar ke background Mein add kar lena hai image ko background mein set kar ke image ki length 30 sec kar lena hai fir apko image ko vintage ke option se vintage kar lena hai

OK ab apko fx effect Mein jakar ke blur ko add kar lena hai blur ko setting else 4 tak kar ke background image par full kar lena hai OK ab apko layer par click kar ke medua se love light effect template ko add kar lena hai ye apko is article post ke end Mein link se download kar lena hai OK template ko add kar ke template ko full screen kar lena hai.

Template ko full screen kar lene ke baad apko template ko blending ke option se screen kar lena hai fir apko layer par lcik kar ke media se export video ko add kar lena hai video add kar ke template ki jo frame hai iske andar apko export video ko crop kar ke add kar lena hai.

OK friends ab apko template ko bring to front kar lena hai ab apko template sound mute kar ke audio se new song add karna hai ab apko ek baar pura video ko play kar ke check kar le video edit Mein Koi problem nahi hai to video ko export kar lena hai video export nahi ho tab tak apko skip nahi karna hai is tarh apke video gallery Mein save ho jayega.

I hope apko ye article post pasand aaya hoga friends apko hamri ye editing post kesi lagi aap hame post ke comment box mein comment kar ke jarur bataye thanks…..

DOWNLOAD

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *