Anniversary video maker in kinemaster

Hey friends welcome my new article post dosto is post Mein apko anniversary video kinenaster se kese edit karna hai sikhane wala hu friends apko is article post ko suru se end tak ache se read kar a hai agar aap is article post ko suru se end tak Read karenge to apko edit Mein Koi tarh ki problem nahi aayegi.

Friends apko jo bhi hum is article post Mein step by step sikhane wale wo apko Follow karna hai agar aap hare bataye gye step ko follow karenge to aap asani se video ko edit kar sakte ho. Friends apko anniversary video ko edit karne ke liye kinemaster vapk ki jarurat hogi wo apko play store se download vkar lena hai OK agar apko fully unlock feature ke sath apk chaiye to aap hamko bata sakte hai hum apko link provide karwa denge.

How to edit anniversary video in kinemaster

Friends sabse pahle kinemaster ko open kar lijiye OK fir apko plus ke icon par click karna hai apko 1:1 ka ratio select kar lena hai fir apko media se 5,6 image ko add kar ke ache se adjust kar lena hai fir apko one by one image ko ache se center Mein add kar ke sabhi image ko one by one equal kar lena hai.

Fir apko one by one sabhi image Mein transition effect add kar lena hai transition effect apko bhut tarike ke mil jayenge jo apko ache lage wo apko add kar lena hai fir apko one by one image ki length badhakar ke video ki length 30 sec ki kar lena hai.

OK ab friends apko is video ko 1080p Mein export kar lena hai hai video jab tak pura export nahi ho tab tak apko skip nahi karna hai is tarh apke video gallery Mein save ho jayega. Friends ab apko fir se plus ke icon par click kar ke 16:9 ka ratio ko select kar ke media se apko ek background image add kar lena hai fir apko image ko ache se set kar ke image ki length 30 sec ki kar lena hai.

Ok friends ab apko media se image ko vintage ke option se vintage kar ke fx effect se blur ko add kar lena hai fir apko blur ko setting se 3 tak kar ke full background par karna hai ab apko layer par click kar ke media se anniversary template choose kar template ko full screen kar lena hai ab apko template ko blending ke option se screen kar lena hai.

Ab friends apko layer par click kar ke media se export video ko add kar ke template frame Mein circle shape Mein video crop kark e add karna hai OK ab friends apko ab template ko bring to front kar lena hai. Friends agar video mein extra part ho to trim kar lijiye or template sound mu kar ke audio se apni choice se koi song add kar lijiye ab friends ek baar video ko play kar ke check kar le video edit Mein Koi problem nahi hai to video ko export kar lena hai.

video jab tak pura export nahi ho tab tak apko skip nahi karna hai is tarh apke video gallery Mein save ho jayega I hope friends apko ye article post pasand aaya hoga friends apko hamri ye editing post kesi lagi aap hame post ke comment box mein comment kar ke jarur bataye thanks…

DOWNLOAD

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *