Birthday video editing with template in kinemaster

Hey friends welcome my new editing article post friends apko is article post Mein birthday video ko edit karna sikhaunga Friends apko is post ko suru se lekar end tak is article post ko read karna hai.

Friends is article post Mein apko step by step apko video ko edit karna sikhaunga friends apko hum jo bhi is post Mein bata rha hu apko wo step ache se Follow karna hai agar aap hamare bataye gye step ko ache se Follow karenge to apko vide edit karne Mein Koi problem nahi aayegi.

Friends apko is tarh ke video ko edit karne ke liye kinemaster apk ki jarurat hogi jisko apko play store se download kar lena hai agar apko fully unlock feature ke sath ye apk chaiye to aap he comment box mein bataye hum apko link provide karwa denge l.

How to make video in kinemaster

Friends apko sabse pahle to kinemaster apk ko open kar lena hai fir apko plus ke icon par click kar ke 1:1 ka ratio ko select kar lena hai for apko media se 5,6 image add kar ke ache se set kar lena hai fir apko one by one sabhi image Mein transition effect ko add kar lena hai ab apko one by one sabhi image ki length badhakar ke video ki length 30 sec kar lena hai.

OK friends ab apko is video ko 1080p Mein export kar lena hai jab tak apka video pura export nahi ho tab tak apko skip nahi karna hai is tarh apke video gallery Mein save ho jayega fir apko fir se plus ke icon par click kar ke media se koi ek pic background ke liye add kar lijiye iske baad apko image background mein ache se set kar ke image ko full screen kar lena hai fir apko image ko vintage ke option se image ko vintage kar lena hai.

Image ko vintage karne ke baad apko fx effect se blur ko addd kar ke blur ko full screen kar lena hai OK fir apko blur ko setting se 4 tak kar lena hai fir apko image ki length 30 sec tak kar lena hai ab apko layer par click kar ke media se apko birthday template ko add kar lijiye fir template ko full screen kar ke template ko blending ke option se screen kar lena hai.

Template ko screen kar lene ke baad apko fir se layer se apko export video ko add kar lena hai export video ko add karne ke baad apko is video ki template first frame ke upadar adjust kar ke frame par set kar ke template ko bring to front kar lena hai.

OK friends ab apko fir se layer par click kar ke media se koi ek pic choose kar leni hai pic ko template ke heart frame Mein set karne ke liye pic ko heart shape Mein crop ke option se Crop kar lenge image size adjust kar ke template ke heart frame ke andar add kar denge.

OK friends ab apko template ko bring to front kar lena hai friends ab apko heart Mein set ki gai image ki length badhakar ke 30 sec tak kar lena hai fir apko template sound mute kar ke audio se apni choice se koi song add kar lijiye.

Friends ab apko ek baar pura video ko play kar ke check kar le video edit Mein Koi problem nahi hai to video ko export kar lena hai jab tak apka video full export nahi ho tab tak apko skip nahi karna hai is tarh apke video gallery Mein save ho jayega I hope friends apko ye article post pasand aaya hoga friends apko hamri ye editing post kesi lagi aap hame post ke comment box mein comment kar ke jarur bataye thanks..

DOWNLOAD

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *