How to make anniversary video with template in kinemaster

Hey friends welcome my editing article post dosto is article post Mein apko anniversary video editing karna sikhaunga Friends apko is article post ko end tak pura read karna hai agar aap is article ko suru se end ache se read karenge to apko video edit Mein Koi problem nahi aayegi.

Friends is article post Mein apko apko jo bhi step by step apko sikha rha hu wo apko Follow karte hue video ko edit karna hai agar aap hamare bataye gye step ke according video ko edit karte hai to apko video edit Mein Koi problem nahi aayegi.

Friends apko is tarh. Ke video ko edit karne ke liye kinemaster apk ko play store se download kar lena hai agar aap ye apk full unlock feature ke sath chaiye to aap hame bataye hum apko link provide karwa denge.

How to edit video in kinemaster

Froends sabse pahle to apko kinemaster apk ko open kar lena hai fir apko plus ke icon par click kar ke 1:1 ka ratio ko select kar lena hai iske baad apko media se kuch image select kar lena hai fir apko sabhi image ko one by one ache se adjust kark e sabhi image ke andar apko transition effect add kar lena hai.

OK friends transition effect add kar lene ke baad apko one by one sabhi image image ki length badhakar ke video ki length 30 sec tak kar leni hai OK friends ab apko is ko 1080p Mein export kar lena hai jab tak apka video full export nahi ho tab tak apko skip nahi karna hai is tarh apke video gallery Mein save ho jayega.

Fir apko fir se plus ke icon par click kar ke media se apko koi ek pic background ke liye add karni hai background 8mage ko ache se adjust kar ke background image ki lenth 30 sec tak kar lena hai fir apko image ko vintage kar lena hai iske baad apko image ko fx effect se blur ko add kar lena hai blur ko apko setting se 3 tak kar ke full background par karna hai.

OK friends ab apko

OK friends ab apko layer par click kar ke media se anniversary template ko add kar lena hai iski link apko is post ke end Mein mil jayegi isko apko is post ke End Mein link se download kar lena hai.

OK friends template ko karne ke baad apko template ko full screen kar ke blending ke option se screen kar lena hai fir apko layer par click kar ke media se export video ko add kar lena hai export video ko add kar ke apko video ko crop ke option se circle shape Mein video ko crop kar ke template ke circle frame Mein set kar ke template ko bring to front kar lena hai.

OK friends ab apko template sound ko mute kar lena hai fir apko audio se koi song choose kar ke add kar lena hai OK friends ab video mein agar extra part ko trim karna ho to kar lijiye ab ek baar video ko play kar ke check kar le video edit Mein Koi problem nahi hai to video ko export kar lena hai.

Video jab tak pura export nahi ho tab tak apko skip nahi karna hai is tarh apke video gallery Mein save ho jayega I hope friends apko ye article post pasand aaya hoga friends apko hamri ye editing post kesi lagi aap hame post ke comment box mein comment kar ke jarur bataye thanks….

DOWNLOAD

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *