Love video editing with light effect template

Hey friends welcome my new article post dosto is article post Mein apko light effect template se love video ko kinemaster Mein edit karna sikhaunga Friends apko is article post ko suru se lekar ke end tak Read karna hai.

Friends apko is article post Mein step by step video ko edit karna,sikhaunga friends apko ye post suru se end tak ache se read karni hai agar aap is post ko end tak Read karenge to apko video edit Mein Koi problem nahi aayegi.

Friends apko video ko edit karne ke liye apko kinemaster apk ki jarurat hogi friends apko kinemaster apk ko play store se download kar lena hai agar apko fully unlock feature ke sath ye apk chaiye to aap hamako bataye hum apko link provide karwa denge.

Light effect template with video editing

Friends sabse pahle to apko kinemaster apk ko open kar lena hai for apko plus ke icon par click kar ke 1: ka ratio ko select kar lena hai fir apko media se 5,6 image ko add kar lena hai fir apko sabhi image ko one by one adjust kar ke sabhi image Mein transition effect add kar lena hai iske baad apko sabhi uamge ki one by one length badhakar ke video length 30 sec ka kar lena hai.

OK friends ab apko is video ko 1080p Mein export kar lena hai jab tak apka video full export nahi ho tab tak apko skip nahi karna hai OK friends ab apko fir se plus ke icon par click kar ke 16:9 ka ratio ko select kar lena hai.

Fir apko media se koi ek pic background ke liye add karni hai pic ko add kar ke ache se background mein adjust kar lena hai iske baad apko image ki length 30 sec tak kar lena fir apko age ko vintage kar lena ab apko fx effect se blur ko add kar lena hai fir apko bur ko setting se 4 tak kar lena hai.

OK friends ab apko layer par click kar ke media se apko template ko add kar lena hai fir template ko full screen kar ke template ko blending ke option se screen kar lena hai fir apko layer par click kar ke media se apko export video ko add kar lena hai export video ko apko crop ke option se circle crop kar ke template ke circle frame ke andar video ko add kar lena hai.

Video ko template frame Mein add karne ke baad apko template ko bring to front kar lena hai iske baad apko template sound mute kar ke audio se new song add karna hai audio song add karne ke baad apko video mein koi extra part ho to trim kar lena hai ab ek baar video ko play kar ke check kar le video edit Mein Koi problem nahi hai to video ko export kar lena hai.

Is tarh video apke gallery Mein save ho jayega I hope friends apko ye article post pasand aaya hoga friends apko hamri ye editing post kesi lagi aap hame post ke comment box mein comment kar ke jarur bataye thanks…

DOWNLOAD

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *