Hey friends welcome my new editing article post dosto is article Mein apko live video edit karna sikhaunga friends apko is article post ko ache se pura read karna hai agar app ye article ache se read karenge to apko video edit Mein Koi problem nahi aayegi.
Froends apko is article post Mein step by step video ko edit karna sikhane wala hu agar aap hare bataye gye step ko follow karenge to aap bilkul asani se is tarh ka video ko edit kar sakte ho.
Friends apko love video ko edit karne ke liye play store se kinemaster apk ko download kar lena hai q ki is tarh ke vdie ko create karne ke liye kinemaster apk ki jarurat hogi agar apko ye apk fully unlock feature ke sath chaiye to aap hame bataye hum apko link provide karwa denge.
How to edit love video in kinenaster
Friends sabse pahle to apko kinemaster apk ko open kar lena hai for apko 1:1 ka ratio ko choose karna hai for apko media se 5,6 image ko choose kar ke add kar lena hai Iske baad apko sabhi image ko one by one adjust kar lena hai.
Sabhi image ko one by one adjust kar ke apko sabhi image ko equal karna hai fir apko sabhi image Mein transition effect add kar lena hai jo apko ache lage wo transition effect add kar lijiye ab apko one by one transition effect add karne ke baad apko one by one image lenth badhakar ke video ki length 30 sec tak kar lena hai.
OK friends ab apko is video ko 1080p Mein export kar lena hai OK vide9 ko export kar lene ke baad apko fir se plus ke icon par click kar ke apko 16:9 ka ratio ko select kar lena hai fir apko media se koi ek pc background mein add kar lena hai.
Background pic add kar ke pic ko ache se set kar lijiye fir apko image ki length 30 sec kar ke layer par click kar ke media se love template ko add kar lena hai template link apko 8s article post ke end Mein download link mil jayegi.
OK friends template ko add kar. E ke baad template ko full screen kar lena hai fir apko template blending ke option se screen kar lena hai screen kar ke apko fir se layer par click kar ke media se export video ko add kar lena hai 8ske baad apko 8s video ko crop ke option se circle crop kar ke template ke circle frame ke andar video ko add kar lena hai.
OK friends circle frame ke andar video ko add karne ke baad apko template ko bring to front kar lena hai ab apko fir se layer par click kar ke media se apko koi pic choose kar ke pic crop ke option se heart shape Mein 8mage ko crop kar lena hai ab is image ko template ke heart frame par size adjust kar ke set kar lenge.
OK friends ab apko template ko bring to front kar lena hai ab friends apko template sound ko mute kar kar ke audio se koi new song add kar lijiye OK ab apko heart shoe wali image ki length badhakar ke 30 sec kar lena hai.
Ok ffriends ab ek baar video ko play kar ke check kar le video edit Mein Koi problem nahi hai to video ko export kar lena hai jab tak apka video full export nahi ho tab tak apko skip nahi karna hai is tarh apke video gallery Mein save ho jayega I hope friends apko ye article post pasand aaya hoga friends apko hamri ye editing post kesi lagi aap hame post ke comment box mein comment kar ke jarur bataye thanks…