Light effect birthday use in kinemaster

Hey friends kese ho I hop aap sabhi ache hone friends is se ek new birthday video editing with template post apke liye lekar aaya hu dosto apko is article post ko ache se pura read karna hai agar aap is article post ko end tak ache se read karenge to apko video edit Mein Koi problem nahi aayegi.

Friends is post Mein apko jo bhi step by step bata rha hu wo apko Follow karna hai agar aap hamare bataye gye step ke acording video ko edit karenge to ap bhi easliy is tarh ki editing kar sakte hai.

Friends apko is tarh ki editing ke liye apko kinemaster apk ko download karna hoga ye apk apko easliy play store par mil jayegi agar apko fully unlock feature ke sath ye apk chaiye to aap hame bataye hum apko link provide karwa denge.

Light effect template with video editing in kinemaster

Dosto sabse pahle to apko kinemaster apk ko open kar lena hai fir apko plus ke icon par click kana hai iske baad apko 9:16 ka ratio select kar ke media se 6,7 image ko add kar lena hai sabhi image ko apko one by 9ne adjust kar ke transition efffect add kar lean hai effect apko har tarh ke kinemaster Mein mil jayenge aap chae to download bhi kar sakte hai.

Ab friends apko one by one sabhi image ki length thodi thodi badhakar ke video length 30 se kar lena ab apko video ko 1080p Mein export kar lena hai jab tak apka video full export nahi ho tab tak apko skip nahi karna hai is tarh apke video gallery Mein save ho jayega.

Ab apko fir se plus ke icon par click kar ke media se apko koi ek pic background ke liye add karni hai pic ko add kar ke background mei ache se set kar lena hai fir apko image ki length 3o se kar ke image ko vintage ke option se vintage kar ke fx effect se blur ko add kar lena hai fir apko layer ke option par click kar ke light effect birthday template ko add kar lena hai.

OK ab apko template par click kar ke option se blending se screen kar lena hai fir apko template ko full screen kar lena hai ab apko layer par click kar ke media se apko export video ko add kar lena hai fir apko video ko crop kar ke template ki jo frame hai is ke andar size adjust kar ke fit kar lena ab friends apko template ko bring to front kar lena hai.

Friends ache se video frame ke andar adjust ho jame ke baad apko template sound mute kar ke audio se koi bhi birthday sonhlg add kar lijiye ab ab video mein agar extra part jo bhi ho usko trim to right ke option se trim kar lena hai ab friends apko video ko play kar ke check kar le video edit Mein Koi problem nahi hai to video ko export kar lena hai.

jab tak apka video full export nahi ho tab tak apko skip nahi karna hai is tarh apke video gallery Mein save ho jayega I hope friends apko ye article post pasand aaya hoga friends apko hamri ye editing post kesi lagi aap hame post ke comment box mein comment kar ke jarur bataye thanks..

DOWNLOAD

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *