Site icon YT Editing Zone

New trending video editing in kinemaster

Hey friends welcome back my new editing article post friends apko is article post Mein trending status video editing sikhane wala hu dosto apko is article post ko suru se lekar ke end tak ache se read karna hai agar apko is tarh ka video edit karna hai.

Friends apko is article post Mein step by step video ko edit karna sikhaunga apko is post Mein Jo bhi step by step sikha rha hu wo apko Follow karna hai agar aap hamare bataye gye step ko follow karte hai to apko video edit Mein Koi problem nahi aane wali.

Fr8ends apko is tarh ke video ko edit karne ke liye kinemaster apk ki jarurat hogi jo apko play store par asani se mil jayegi apko isko download kar lena hai agar apko fully unlock feature ke sath ye apk chaiye to aap hame bataye hum apko link provide karwa denge.

How to make video in kinemaster

Friends apko sabse pahle kinemaster apk ko open kar lena hai fir apko plus ke icon par click kar ke 9:16 ka ratio ko select kar lena hai fir apko media, se 5, 6 image choose kar lena hai fir apko one by one sabhi image ke andar transition effect add karna hai effect aap apni choice ke according add kar sakte hai.

Ab apko sabhi image ache se adjust kar ke sabhi image ki one by one length badhakar ke video ki length 30 se tak kar lena hai OK friends ab apko is video ko 1080p Mein export kar lena hai jab tak apka video full export nahi ho tab tak apko skip nahi karna hai is tarh apke video gallery Mein save ho jayega.

Ab friends apko fir se plus ke icon par click kar ke 16:9 ka ratio ko select kar lena hai fir apko media se koi pic choose kar ke background Mein add kar lena hai fir apko image ko background mein ache se set kar ke image ki length 30 sec tak kar lena hai.

Fir apko image ko vintage ke option se image ko vintage kar lena hai ab apko fx effect se blur ko add kar lena hai fir apko blur ko setting se 3 tak kar ke full screen kar lena hai ab apko layer par click kar ke media se apko template ko add kar lena hai.

Template link apko is article post ke end Mein download link mil jayegi apko isko download kar lena hai OK friends ab apko template ko add kar ke template ko full screen kar lena hai fir apko template ko blending ke option se screen kar lena hai.

Fir friends layer par click kar ke media se export video ko add kar lena hai export video ko crop kar ke template frame ke andar video ko ache se set kar lena hai fir apko template ko bring to front kar lena hai.

OK friends ab apko layer par click kar ke media se koi ek pic choose kar ke add kar lena hai pic ko heart shap Mein crop kar ke template ke heart fre ke andar image add kar lena hai image size ache se adjust kar ke frame ke andar set kar ke template ko bring to front kar lena hai.

Ab apko template sound mute kar ke audio se new song add karna hai OK song add kar lena ke baad apko video mein agar extra part koi trim karna ho to trim kar sakte hai.

Friends ek baar video ko play kar ke check kar le video edit Mein Koi problem nahi hai to video ko export kar lena hai jab tak apka video full export nahi ho tab tak apko skip nahi karna hai is tarh apke video gallery Mein save ho jayega I hope friends apko ye article post pasand aaya hoga friends apko hamri ye editing post kesi lagi aap hame post ke comment box mein comment kar ke jarur bataye thanks…

DOWNLOAD

Exit mobile version