How to make video with light effect template in kinemaster

Dosto is article post Mein apko light template se video ko edit karna sikhaunga frinds apko is post ko end tak Read karna hai agar aap is article ko ek baar ache se read kijiye fir apko video edit Mein Koi problem nahi aayegi.froends aap bhut easliy is template ka use karke video ko edit kar sakte hai.

Friends apko is article post mein Step by step video ko edit karna sikhaunga Friends apko hamare bataye gye step ko follow karnA hai jo bhi h is article post Mein bata rhe hai wo apko Follow karna hai aap kinemaster se video ko edit kar payenge.

Friends apko is tarh ke video edit karne ke liye apko kinemaster apk ki jarurat hogi agar apke pass kinemaster apk nahi hai to apko isko play store se download kar lena hai agr apko fully unlock feature ke sath ye apk chaiye to aap hame bataye hum apko link provide karwa denge.

How to make video with light template

Friends apko sabse pahle to kinemaster apk ko open kar lena hai fir apko plus ke icon par click kar ke 9:16 ka ratio ko choose kar lena hai fir apko media se 5,6 image ko choose kar lena hai ab apko one by one sabhi image ko adjust kar ke sabhi image Mein effect add kar lena hai sabhi image ke andar transition effect add kar lene ke baad apko one by one sabhi 8mage ki length thodi thodi increase kar ke video ki length 30 sec tak kar lena hai.

Ok ffriends ab apko is video ko 1080p Mein export kar lena hai fir apko fir se plus ke icon par click kar ke apko 16:9 ka ratio ko select kar lena hai OK ratio ko select kar lene ke baad apko media se koi ek pic choose kar ke background Mein add kar lena hai fir apko image ko ache se set kar ke background Mein apko is image ko apko vintage ke option se vintage kar lena hai.

OK image ko vintage kar lene ke baad apko fx effect se blur ko add kar lena hai blur ko setting se 4 tak kar lena hai fir apko blur ko background image par full kar ke apko layer par click karna hai. Layer par click kar ke media se apko light effect template ko add kar lena hai.

OK friends ab apko template ko full screen karke template ko blending ke option se screen kar lena hai ab apko layer par click kar ke media se apko export video ko add karna hai export video ko add kar ke template ke frame andar video ko ache se adjust kar lena hai OK friends ab apko background image ki length template ke jitni kar lena hai OK ab friends apko template sound mute kar ke audio se new song add karna hai.

OK friends itna edit kar ke template ko bring to front kar lena hai fir apko ek baar video ko play kar ke check kar le video edit Mein Koi problem nahi hai to video ko export kar lena hai jab tak apka video full export nahi ho tab tak apko skip nahi karna hai is tarh apke video gallery Mein save ho jayega I hope friends apko ye article post pasand aaya hoga friends apko hamri ye editing post kesi lagi aap hame post ke comment box mein comment kar ke jarur bataye thanks…

DOWNLOAD

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *