Anniversary trending video editing in kinemaster

Hey friends welcome my new editing article post friends apko is article post Mein apko new tarh ki anniversary video editing karna sikhayege froends apko is article post ko pura read karna hai. Hum apko bilkul easy tarike se video ko kinemaster apk se edit karna batayenge.

Friends apko is article post Mein hum jo bhi step by step bata rhe wo apko Follow karna hai agar aap hamare bataye gye step ko follow karenge to apko video edit Mein Koi tarh ki problem nahi aayegi.

Fr8ends apko is tarh ke video ko edit karne ke liye apko apk chaiye wo apk hai kinemaster friends ye apko play store par mil jayegi apko isko wha se download kar lena hai agar apko fully unlock feature ke sath ye apk chaiye to aap hame instagram par dm kar sakte hai apko hamare soicla account link yha se mil jayegi.

How to make anniversary video

Friends apko sabse pahle to kinemaster apk ko open kar lena hai OK fir apko plus wale icon par click kar ke apko 1:1 ka ratio ko select kar lena hai fir apko media se 5,6 image ko add kar lena hai fir apko one by one image ko ache se center Mein adjust kar ke apko one by one sabhi image Mein transition effect add kar lena hai.

Transition effect apko har tarh ke mil jayenge agar aap chate to bhut se effect new download bhi kar sakte hai OK transition effect add kar lene ke baad ab apko kya karna hai.fr9ends ab apko sabhi image ki length thodi thodi badhakar ke video ki length 30 sec tak kar lena hai fir apko video ko 1080p Mein export kar lena hai.

OK friends ab apko fir se plus ke icon par click kar ke 16:9 ka ratio ko select kar lena hai ab apko media se koi ek pic choose kar ke add kar lena hai image ache se background mein adjust kar ke image ki length 30 sec tak kar lena hai fir apko image ko vintage ke option se image ko vintage kar lena hai.

Friends image ko vintage karne se apke image thoda dark hojayegi ab apko fx effect ke option se blue effect ko add kar lena hai blur ko add kar ke background image par full kar lena hai ab apko blur ko setting se 3 tak kar lena hai.

Blur ko add kar lene ke baad apko ab layer par click kar ke media se apko anniversary template ko add kar lena hai template ko add kar ke template ko full screen kar lena hai ab apko template ko blending ke option se screen kar lena hai OK friends ab apko layer par click kar ke media se apko export video ko choose kar ke crop ke option se video ko circle crop kar lena hai.

OK friends ab video ko circle frame ke andar add kar ke template ko bring to front kar lena hai ab apko layer par click kar ke media se koi ek pic choose kar ke add kar lena hai pic ko heart shape Mein crop kar ke template heart frame ke andar image add kar lena hai.

OK friends ab apko template ko bring to front kar lena hai froends itna kar lene ke baad apko template sound mute kar ke audio se new song add karna hai song add kar lene ke baad apko video mein koi extra part ho to trim kar lijye ok friends ab ek baar video ko play kar ke check kar le video edit Mein Koi problem nahi hai to video ko export kar lena.

Jab tak apka video full export nahi ho tab tak apko skip nahi karna hai is tarh apke video gallery Mein save ho jayega I hope friends apko ye article post pasand aaya hoga friends apko hamri ye editing post kesi lagi aap hame post ke comment box mein comment kar ke jarur bataye thanks..

DOWNLOAD

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *