How to make love video in kinenaster

Hey friends welcome my new editing article post. Friends apko is post Mein love video kinemaster se kese edit karna hai isi ke bare Mein bataunga friends apko is post ko suru se lekar ke end tak apko ache se read karna hai.

Friends apko step by step video ko edit karna sikhaunga Friends apko hamare bataye gye step ko follow kar ke kinemaster se video ko edit karna hai agar Friends aap hamare gye step ko follow karte hai to apko video edit karne Mein Koi tarh ki problem nahi aayegi.

Fir bhi agar video edit Mein Koi problem aajaye to aap hare comment Mein jarur batayega hum apko jarur help karenge.fr8ends to apko is tarh ke video ko edit karne ke liye apko kinemaster apki jarurat hogi ye apk apko play store par mil jayegi apko isko wha se download kar lena hai.

Friends agar apko fully unlock feature ke sath kinemaster apk chaiye to aap hame bataye hum apko fully unlock feature ke sath ye apk link provide karwa denge agar aap chae to hamse hamare social account par dm kar sakte hai.

How to make video in kinemaster

Friends sabse pahle to apko kinemaster apk ko open kar lena hai fir apko plus ke icon par click kar ke 16:9 ka ratio ko select kar lena hai fir medai se 8,9 image ko choose kar lena hai ab apko image add karne ke baad one by one sabhi image ok adjust kar lena hai image adjust kar ke sabhi image ko one by one equal kar lena hai.

Ab apko sabhi image ke andar transition effect add kar lena hai effect add kar lene ke baad apko sabhi image ki lenth ko thoda thoda increase kar ke video ki length 30 sec tak kar lena hai OK ab apko is video ko 1080p Mein export kar lena hai.ab tak video export nahi ho tab tak apko skip nahi karna hai is tarh apke video gallery Mein save ho jayega

Ab friends apko fir se plus ke icon par click kar ke media se apko koi ek pic choose kar ke background Mein set kar leni hai background image ko thik tarh se adjust kar ke apko ab image ki length 30 sec tak kar lena hai fir apko image ko vintage ke option se vintage kar ke fx effect se blur ko add kar lena hai.blur add karne ke baad blur ko full background par kar ke blur setting se isko 4 tak kar lena hai.

OK friends ab apko layer par click kar ke media se apko love template ko add kar lena hai template ko full screen kar ke template ko blending ke option se screen kar lena hai ab apko fir se layer par click kar ke media se apko export video ko add kar lena hai video ko add kar ke crop ke option se crop kare frame ke andar set kar lena hai ab apko template ko bring to front kar lena hai.

OK friends ab apko layer par click kar ke media se ek pic choose akr ke apko template ke upar corner par frame hai iske andar image ko add kar lena hai fir apko fir se layer par click kar ek or image ko media, ke option se add kar ke template ke upar corner mein jo frame hai iske andar apko add karna hai is tarh one by one image ko apko crop kar ke image ko frame ke andar add karna hai ab sabhi image ko template frame ke andar add kar lene ke baad apko template ko bring to front kar lena hai.

OK friends yha tak video edit ho jane ke baad apko template par click kar ke apko template audio ko mute kar lena hai fir apko audio ke option se new song add karna hai song apko apni choice kar a sur add kar lena hai fir apko video mein agar koi extra part ho to usko trim kar lena hai.

Friends ab apko video ko ek baar play kar ke check kar le video edit Mein Koi problem nahi hai to video ko export kar lena hai jab tak apka video full export nahi ho tab tak apko skip nahi karna hai is tarh apke video gallery Mein save ho jayega I hope friends apko ye article post pasand aaya hoga friends apko hamri ye editing post kesi lagi aap hame post ke comment box mein comment kar ke jarur bataye thanks….

DOWNLOAD

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *