New Love video editing in kinemaster

Hey friends welcome my new editing article post, Dosto apko is article post Mein apko love video editing karna sikhaunga Friends agar aap is tarh kar love video edit karna chate ho to us article post ko suru se lekar ke end tak jarur Read kare.

Friends apko is post ko suru se lekar end tak ache se read karna hai apko is article post Mein step by step apko sikhane wala hu agar aap hamare bataye gye step ko follow karte hai to apko is tarh ke video ko edit karne Mein Koi tarh ki problem nahi aayegi.

Friends apko is tarh ke video ko edit karne ke liye apko ek apk ki jarurat hogi wo apko play store par mil jayegi apko is tarh ke video ko edit karne ke liye apko kinemaster apk jarurat hogi apko isko play store se download kar lena hai OK agar apko ye apk fully unlock features ke sath ye apk chaiye to aap hame bataye hum apko link provide karwa denge.

How to make love video in kinemaster

Friends apko sabse pahle to kinemaster apk ko open kar lena hai fir apko plus ke icon par click kar ke apko 1:1 ka ratio ko select kar lena hai fir apko media se 5,6 image choose kar ke ache se set kar ke equal kar le. A hai ab apko sabhi image ko adjust kar ke one by one sabhi image ke andar transition effect add kar lena hai l.

OK ab apko sabhi image ko one by one length badhakar ke 30 sec video ki length kar lena hai ab apko video ko 1080 ke andar export kar lena hai jab tak apke video export nahi ho tab tak apko skip nahi karna hai is tarh apke video gallery Mein save ho jayega.

Friends ab apko fir se plus ke icon par click kar ke 16:9 ka ratio ko select karna hai ab apko media, se koi ek pic choose kar ke background Mein ache se set kar lena image ko ache se set kar ke age ki length 30 sec tak kar lena hai fir apko age ko vintage kar ke fx effect ke option se blur ko add kar lena hai.

Ab apko layer par click kar ke media se apko template ko add kar lena hai fir apko templatepaf click kar ke template ko full screen kar lena hai ab apko template ko blending ke option se screen kar lena hai fr8ends iske baad apko template ko clolur adjustment ke option se adjust kar ke ke apko fir se plus ke icon par click karna hai.

Ab apko layer par click kar ke media se apko export video ko add kar lena hai fir apko export video ko crop ke option se crop kar ke template ke frame ke andar set kar lena hai fir apko template ko bring to front kar lena hai.

Ab apko fir se layer par click kar ke media se apko export video ko select kar ke add karna hai fir apko is export video ko apko crop ke option se heart shape Mein crop kar ke template ke heart frame ke andar add kar lena hai ab apko template ko bring to front kar lena hai.agar heart ke andar video ache se set nahi ho rha hai to image bhi add kar sakte hai.

Friends ab apko template sound mute kar ke audio se new song add karna hai fir apko agar video mein koi extra part trim karna hai to trim kar lijiye OK friends ab ek baar video ko play kar ke check kar le video edit Mein Koi problem nahi hai to video ko export kar lena hai.ab tak apke video export nahi ho tab tak apko skip nahi karna hai is tarh apke video gallery Mein save ho jayega I hope friends apko ye article post pasand aaya hoga friends apko hamri ye editing post kesi lagi aap hame post ke comment box mein comment kar ke jarur bataye thanks..

DOWNLOAD

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *