New trending brush paint birthday video editing in kinemaster

Hey friends welcome my new editing article post friends apko is article post Mein Kuch new tarh ki editing sikhane wala hu dosto is article post Mein apko birthday brush pain video kinemaster se edit karna sikhaunga.

Friends is tarh ke editing ke liye apko ye article post ko suru se lekar ke end tak ache se read karna hai hum jo bhi apko is article post Mein step by step bata rhe hai wo apko Follow karna hai agar aap hamare hamare bataye gye step ke anusar video editing karenge to apko video ko edit karne Mein Koi bhi problem nahi aayegi.

Friends apko is tarh ki video ko edit karne ke liye apko kinemaster apk ki jarurat hogi apko ye apk play store par mil jayegi agar apko fully unlock feature ke sath ye apk chaiye to aap hame bataye hum apko link provide karwa denge.

How to make birthday brush paint video in kinemaster

Friends apko sabse pahle kinemaster apk ko open kar lena hai fir apko plus ke icon par click kar ke media se koi ek pic choose kar ke pic length ko increase kar ke 30 sec tak kar lena hai fir apko 8mage ko ache se set kar ke image ko equal kar lena hai OK ab apko image ko vintage ke option se image ko vintage kar lena hai.

OK image ko vintage kar lene ke baad apko fx effect se blur ko add kar lena hai fir apko blur ko setting se 6,7 tak kar ke background image par full kar lena hai OK ab friends apko layer par click kar ke media se apko birthday green screen template ko add kar lena hai.

Birthday video ko add kar lena ke baad apko birthday template ko full screen kar ke chormakey ke option se colour key red kar ke chormakey enable kar lena hai is se template red background remove ho jayega ab video template or image ki length same kar ke video ko 1080p Mein export kar lena hai.

OK video ke export ho jane ke baad ab apko fir se kinemaster OK open kar ke plus ke icon par click kar ke media ke option apko black screen background choose kar lena background length 30 sec tak kar ke apko layer par click kar ke export video ko add kar lena hai.

Ab apko export video ko background par full screen kar ke video se green screen part remove ke liye hum chormakey ke option se key colour green chose kar ke enable kar lenge ab apko ek baar video ko play kar ke check kar lena hai agar video se koi extra part remove kar ke ek baar video ko play kar ke check kar le video edit Mein Koi problem nahi hai to video ko export kar lena hai.

Jab tak video pura export nahi ho tab tak apko skip nahi karna hai is tarh apke video gallery Mein save ho jayega I hope friends apko ye article post pasand aaya hoga friends apko hamri ye editing post kesi lagi aap hame post ke comment box mein comment kar ke jarur bataye thanks..

Download

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *