Love video maker witn green screen template in kinemaster

Hey friends welcome my new editing article post. Friends apko is article post se love video ko kinemaster se edit karna sikhane wala hu Fr8ends aap is article post ko suru se end tak ache se read jarur kare aap is article post ko ache se read karne ke baad agar aap video edit karenge to apko video edit Mein Koi problem nahi aayegi.

Friends apko is article post Mein step by step video edit karna sikhaunga agar aap hmare bataye gye step ke acording video ko edit karte hai to apko video edit karne Mein Koi bhi problem nahi aayegi.agar fir bhi edit Mein problem aarhi hai to aap comment kar ke bataye hum ho sake to jare help karenge.

Friends apko is tarh ke video ko edit karne ke liye apko kinemaster apk ki jarurat hogi friends apko ye apk play store par mil jayegi agar apko fully unlock feature ke sath ye apk chaiye to aap hame bataye hum apko link provide karwa denge.

How to make love video in kinenaster

Friends sabse pahle to apko kinemaster apk ko open kar lena hai fir apko plus ke icon par click kar ke 1:1 ka ratio ko choose karna hai ab apko media se 5,6 image ko choose kar ke one by one adjust kar lijye sabhi image ko equal kar ke set karne ke baad apko transition effect zoom out add kar lijiye.

Ab apko one by one sabhi image ki length thodi thodi increase kar ke video ki length 30 se ki kar lena haiab apko is video ko 1080p Mein export kar lena hai OK friends ab apko fir se plus ke icon par click kar ke 16:9 ka ratio ko select kar lena hai.

16:9 ka ratio ko select kar lene ke baad apko media se apko koi ek pic choose kar ke background Mein ache se set kar lena hai pic ko background mein ache se adjust kar ke pic ko vintage kar lena hai ab apko pic ki length ko 30 sec tak kar lena hai. Iske baad apko fx effect se blur ko add kar lena blur ko add kar lena ke baad blur ko setting se 6,7 tak kar lena hai.

OK ab friends apko layer par click kar ke media se love green screen template ko add kar lena hai fir apko template ko full screen kar ke template par click kar ke Chorma key enable kar lena hai. Ok ab friends apko layer par click kar ke apke export video ko jo hamne banaya tha usko add kar lena hai.

Ab friends apko export video ko crop e option se template ke frame ke anusar video ko crop kar ke template frame par video ko set kar dena hai ab friends apko fir se is video par tap kar ke video ko blending ke option se screen kar lena hai is tarh apke video frame ke andar set ho jayega.

Ok friends ab apko template sound ko mute kar ke audio ke option se new song add karna hai song add kar karne ke baad ab video se koi extra part trim karna ho to cut kar lijiye ab ek baar video ko play kar ke check kar le video edit Mein Koi problem nahi hai to video ko export kar lena hai.

I hope apko ye article post pasand aaya hoga friends apko hamri ye editing post kesi lagi aap hame post ke comment box mein comment kar ke jarur bataye thanks..

Download

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *