Anniversary video editing tutorial anniversary greenscreen template

Hey friends welcome my new editing article post dosto is article post Mein apko anniversary greenscreen video se kinemaster Mein video edit karna sikhaunga Friends apko is tarh ke video ko edit karne ke liye apko is article post ko step by step pura read karna hai agar aap is article post ko step by step read karenge to apko video ko edit karne Mein Koi bhi problem nahi aayegi.

friends apko is tarh ke video ko edit karne ke liye apko kinemaster apk ki jarurat hogi ye apk apko play store par mil jayegi apko isko wha se download kar lena hai.friends apko jo bhi Mein is article post Mein step by step apko sikha rha hu wo apko Follow karna hai.fr8ends agar apko fully unlock feature ke sath ye apk chaiye to hame comment kar ke jarur bataye hum apko link provide karwa denge.

How to make anniversary video
Anniversary video edit karne ke liye apko sabse pahle kinemaster apk ko open kar lena hai fir apko plus ke icon par click kar 16:9 ka ratio ko select kar lena hai fir apko media se koi ek pic choose kar ke background Mein ache se adjust kar ke set kar lijiye fir apko image ko vintage ke option se vintage kar ke fx effect se blur ko add kar lena hai. Blur ko add kar ke blur ko setting se 8 tak kar lena hai.ab apko image ki length 30 sec tak kar lena hai OK friends ab apko layer par click kar ke media se anniversary greenscreen template ko add kar lena hai.

Ok ab apko template ko full screen kar ke template ko blending ke option se screen kar lena hai ab apko template ka colour adjustment kar lena hai ab apko is video ko 1080p Mein export kar lena hai.ok friends ab apko fir se plus ke icon par click kar ke ratio apko 16:9 ka select kar ke background black screen add kar ke background length 30 sec tak kar lena hai.

Ab apko layer par click kar media se export video ko add kar ke full screen kar ke fit kar lena hai ab apko export video ko Chorma key enable kar lena hai ab apko layer par click kar ke media se one by one pic add kar ke send to back kar ke frame ke andar adjust kar lena hai slide show ke acording frame ke andar apko sabhi image set kar ke image ki length ko apko adjust karna hoga is tarh apko end tak sabhi image ko ache se set kar lena hai.

ab friends image adjust ho jane ke baad apko template sound mute kar ke audio se new song add karna hai song add ho nane ke baad apko ek baar pura video ko play kar ke check kar le kuch edit crop karna hai to kar lijiye.

Puri tarh video edit ho jane ke baad ek baar video ko play kar ke check kar le video edit Mein Koi problem nahi hai to video ko export kar lena hai jab tak apka video full export nahi ho tab tak apko skip nahi karna hai is tarh apke video gallery Mein save ho jayega.

I hope friends apko ye article post pasand aaya hoga friends apko hamri ye editing post kesi lagi aap hame post ke comment box mein comment kar ke jarur bataye thanks…

Download

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *