Rakshabandhan light effect with video editing in kinemaster

Hey friends welcome my editing article post friends apko is post Mein apko rakshabandhan video edit karna sikhane wala hu friends agar apko rakhi video ko edit karna hai to ye article post apke liye usefull hai.

Friends apko is tarh ke video ko edit karne ke liye is article post ko suru se lekar ke end tak ache se read karna hai.

Friends agar aap hamare bataye gye step ko ache se Follow karte hai to apko video ko edit karne mein koi tarh ki problem nahi aayegi.

Friends apko is tarh ke video ko edit karne ke liye apko kinemaster apk ki jarurat hogi ye apk apko play store par mil jayegi agar apko ye apk fully unlock chaiye to apko video ko edit karne Mein Koi problem nahi aayegi.

How to make rakshabandhan video

Friends apko sabse pahle kinemaster ko open kar ke plus ke icon par click kar ke 16:9 ka ratio ko select kar ke media, se apko 5,6 image ko choose kar ke add kar lijiye ab apko one by one sabi image ko adjust kar ke one by one sabhi image ke andar transition effect add kar lijiye.

ab apko one by one sabhi image ki length thodi thodi badhakar ke video ki length 30 sec tak kar lena hai ab apko video ko 1080p Mein export kar lena jab tak apka video full export nahi ho tab tak apko skip nahi karna hai is tarh apke video gallery Mein save ho jayega.

kinemaster apk ko open kar lena hai fir apko plus plus ke icon par click kar ke 16:9 ka ratio ko select kar lena hai ab apko media se koi ek pic choose kar le jo apko pic Mein background mein rakhni hai OK pic ko add kar ke pic ko full screen kar lena hai.

ab apko pic ko background mein ache se adjust kar ke pic ko vintage kar lena hai ab apko fx effect se blur ko add kar ke blur ko full screen background par kar lijiye ab blur ko setting se 7,8 tak tak kar lena hai. Ab apko I image ki length ko 30 sec tak kar lena hai.

Ab apko layer par click kar ke media se apko template ko add kar lena hai template vko full screen kar ke template ko blending ke option se screen kar lena hai ab apko template par click kar ke template sound ko mute kar lena hai ab apko layer par click kar ke media se export video ko add kar lena hai.

Ab apko export video ko crop kar ke template frame ke andar set kar lena hai ab apko template ko bring to front kr lena hai friends itna kar lene ke baad apko ek baar video ko play kar ke check kar lijye kuch bhi edit, crop ya trim karna hai to ka lijiye ab apko audio se rakshabandhan par jo bhi apke pass sing ho wo iske andar add kar lijiye.

OK inta kar lene ke baad apko video ko ek par play kar ke check kar le video edit Mein Koi problem nahi hai to video ko export kar lena hai is tarh apke video gallery Mein save ho jayega I hope friends apko ye article post pasand aaya hoga friends apko hamri ye editing post kesi lagi aap hame post ke comment box mein comment kar ke jarur bataye thanks..

Download

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *